dollar itna strong kyun hai aj kal?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    dollar itna strong kyun hai aj kal?
    Assalam-o-Alikum

    jasa k app sub janty hain k dollar aj kal boht zayda strong hai or har currency k upar is ka sar ho raha hai ya dollar is week sy he zayda strong ho ne laga hai is ki wajha samjha nhi ja rahi k dollar itna zayda kasy strong ho raha hai jasa k aj dekha gaya hai k dollar kuch nechy aya hai pr kahe rahy hain k dollar abi upar or jaye ga app kia kahe tyhain dollar k bary main kitna upar jaye ga.
    منسلک شدہ فائلیں
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear ye to depend karta hai country pr jaisy ap ne bhi dekha ho ga k usd k halat bahot hi achy hoye pary hai jis ki waja se aj kal usd dollor bahot hi zayda strong hota ja raha hai agar usd aisi tarha strong hota raha to ap kisi aor pairs k bary mai sochy hi ni k wo up jaye ga kun k aj kal sary pairs usd ki waja se disturb hoye pary hai bas samjh ni aa rhe k kai waja hai jo usd atna zayda strong hoa para hai.
    • #3 Collapse

      Dear agar dollar index strong ho raha hay to es ka matlab hay key usa country ki economy strong hay
      Kesi be country currency ki week ya strong hony ka andaza us country ki economy se lagaya ja sakta hay.
      • #4 Collapse

        Fundamental analysis kay mutabik America ky overall halat aur doosray mumalik se chapkalash in dino kam ji ki waja say usd index up aa gaya hy is ki current position mazeed up aa sakti hy jis ki waja say baki tamam commodities down ja rahi hein umeed hy next week main trading stable ho jaye gi..
        THKS
        • #5 Collapse

          US k central bank FED (FEDERAL RESERVE BANK OF AMERICA) k CHAIR POWEL nay kul US econemy k bary main positive comments diay hain jis ke waja say us dollar bhout strong ho raha ha wesy bhe us economy inn dino bht achi chul rahi ha ya sub mil ker dollar ko strong ker rahy hain
          • #6 Collapse

            Es mai koi sku nahi k dollar es waqat bohat zada strong hai. Es ki waja us ki economy condition aur es ki policy hai. Jis ki waja say dollar strong hai. Forex market mai trade krtray waqat hum ko complete analysis krnay kay bad he trade open krna chaheay. Jis say humri earning ho gy.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              agar hum ye daikh kar trading karen gay keh market main dolor kitna strong hay aur kitna weak hay to hum market main bohat achi earning kar sakty hay bs humay chahiye keh es business main khoob focus karna chahiye kyun keh tab he hum market main achi earning kar skay paisa nikalwa sakty hay

              اب آن لائن

              Working...
              X