Kia stop Loss lagana good or bad?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia stop Loss lagana good or bad?
    My trading fellow humery leay stop loss mt4 main aik boht he acha tool hy jes ko use ker k hum apny account ko ko zeada loss say bacha sagtay haen but ye us time useful hota hy jab app us ko us ki proper place pay lagaty hain ager app proper stop loss nahe lagain gay to ye app ko kafi loss day ga our app money loose ker do gay to her tool ka sahe use bhe forex main kafi importance rakhta hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear me stop loss ko good samajta hon jo traders stop loss tools se faida nahi le sakty mery khayal me esy traders kabi be achi trading nahi kar sakty, esy traders trading me mony managment nahi kar sakty.
    • #3 Collapse

      dear stop loss lagana good ha iss ke waja say hum kisi bery loss say bach sakty hain aor market main ziada waqt tuk reh sukty hain aur stop loss laganay say hamara account juldi below ni ho ga aur hum ziada time tuk market main trading ker sukain gay aur kisi bery nuqsan say bhe bachay rahain gay
      • #4 Collapse

        g bhai forex trading mn stop loss tool ki bahut ziada ahmyat hai ager ham stop loss tool use krty hain aor peoper place yani proper price py lagty hain tu hamen kam liss hota hai aor hamea account wash honey sy bach sukta hai jb bhe koi news ati hai tu market ine side yani ap k oposite move krti hai tu aor stop loss 20pips sy ziada ni lagny chahy
        • #5 Collapse

          G han jnb aap nain bht achi baat share ki hai mt4 main yeah aik acha tool hai k aap aapna stop loss laga saktay hain khaas tor pr woh trader jin k pass chotay account hain woh is tool ko istimal karen ta k loss kam say kam ho or account wash honain say bacha ja skay
          • #6 Collapse

            Dear stoploss lgana bht he faida mand hai keun ky jesa kay kal hua gold instant down gia hai aor agr jis j8s ka stopliss nhi tha uska to account he wash ho gia ho ga dear forex trading aik bht acha business hai lkn account ko manage krna mendatory hai
            • #7 Collapse

              Dear jaha tak baat hai stop loss ki to ye bahot hi acha hai k hum her trade k sath sl lagye ais mai ye hai k humra account bilkul safe hota hai agar market humri opposite jaye to waha par account wash ni hota.
              • #8 Collapse

                Forex market mai stop loss aur take profit ko zaroor apply krna chaheay. Kyu k stop lossx ko apply krnay say ap ka account wash nahi hota aur ap forex market mai trade kr sakty ho. Ap trade krtay waqat loss ko bhe recovere kr sakty ho. Stop loss ko apply krnay say loss ko bhe recover kr sakty hai.
                • #9 Collapse

                  Bilkul dear ap stop loss lagao gy toh is ka yeah faida ho ga k ap ka nuqsan km sy km ho ga aur waqi is k lagany ki aik sahe jaga hoti hai agar ap wahan pay ap lagao gy toh apko faida ho ga aur ap apni profit limit b lazmi set karo
                  • #10 Collapse

                    Agar hum chahty hay keh achi trading kar sakty tp humay es business main stop loss ko use karen kyun keh stop loss ko use kar kay hum market main bohat achi earning kar sakty hay aur humay esmain dar bhi nahi hota market main loss ka aur humay theak say focus bhi karna chahiye market main tab he safe earning kar sakty hay
                    • #11 Collapse

                      stop loss lagana bohat best hay bahut se trader stop loss tool ka istemaal nahi karte hai lekin mere hesaab se har trader ko stop loss tool ka istemaal zaroor karna chahiye, ye hemare loss ko kam rakhne ka ek badhiya tool hai. Kai baar hamara trade loss ki taraf ja raha hota hai lekin hum sochte hai ki trade recover kar lega lekin aisa hota nahi hai aur hame big loss ho jata hai aise me agar hum stop loss tool ka istemaal karte hai to hamara trade stop loss pe aakar stop ho jata hai
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Sir ap ne bohat zbrdast bat ki hai tools ka sahi istemal he kamyabi ki zamanat hai. Agar ap tools ko sahi tarah se istemal nahin karty to is se apko nuqsan ho ga. Mery khyal men to stop loss k istemal se avoid karna behtar hai. Is ki bajaye ap lot size utna rakhen k apka account survive kar sakay aur wash na ho. Q k market reverse ho gi ao ap loss ko recover kar lo gay.
                        Maximum koshish honi chahye k koi b trade loss men close na ho.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X