Analysis na karen to kya ho ga

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Analysis na karen to kya ho ga
    agar hum forex market analysis na karen gay to es trha trading ko hum bliend trading kahy gay kyun keh sab trades to hum tuky ki buniyad par kar rahy hoty hay es trha hum kuch bhi earn nahi karty hum nay agar earning karni hay to es business ko seekhna chahiye aur analysis kar kay he trade karni chahiye esmain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear aap jab be kohi bussniss start kartay ho tu us waqat aap ko markit ko dakhna pharta hay servey karna pharta hay ta k hum ko markit k pata chal sakay issi tarha trade main be lot open karna sa phalay aap ko markit ka analysis karna pharta hay ager analysis nahi karan ga aur blind ho kar trade karan gay tu by luck he aap ko profit ho sakta hay
    • #3 Collapse

      Forex business tab hi apko profit dy ga jab ap apni trade analysis kr k lgain gy agr ap market ko anlyse ni krty or andha dhund trade lgaty hyn to saf zahir hy apka account wash hi ho ga agr hmy kuch kmana hy to phr lazmi hy k hmy analysis zror krna ho ga tab hi to pta chly ga k kis currency py kia trade lgani hy or lot size kitna hona chahiy phr ap profit kmain gy
      • #4 Collapse

        Forex trading me analysis must hoti hai means agar analysis na kere to aise hi hai jaise trading me tukay marna or is terha losses hi mostly mile gey to market analysis kere ache se indicators se help ley news check kere forecast check kere or apne experience se achi terha soch ker trading kere to achi trading k chances high hon gey.
        • #5 Collapse

          Dear friends ap sahi keh rahy hain hamen forex trading ko smjhna chahiye agr ham baghair analysis k trade krty hain wo smjho tuka laga rahy hain is trha ap aik do bar to profit hasil krty sakty hain laikin isiii bunyad py ap bilkol trading krna na shuru kr den baghair analysis kiye agr ap trade krty hain to loss hony k chances zyada hon gy is liye pehly market to smjh len tab hi ap achy traders ban sakty hain
          • #6 Collapse

            Koi b trade laganey se pehle analysis kerna boht zarori hai agr analysis ni kren ge to market behavior ka pata ni ho ga to loss k ziada chances ban Jaen ge is liey jald bazi na kren trading me.
            • #7 Collapse

              Agar ham without any analysis kisi bhi pair main trade open ker lety hain tou same open trade main loss ky 80 percent chances aur profit ky 20 percent chances hoty hain mean ky ap just apny balance per apni luck check ker rehy hain ky apko trade open kerny per profit hasil hoga ya loss
              • #8 Collapse

                ager hum market ke analysis nahain kerain gay then humain loss ho ga jis ke waja say hamara dil trading say uth gay ga aur ager hum trading analysis ker k kerain gay to bery loss say buch jain gay aur hamara itmad bhe bahal ho ga aur hum achi trading ker sukain gay aur professional trader bunain gay
                • #9 Collapse

                  ager app khud analsys na karin gay tu ap ko iska nuksaan ye hoga k app ko pta nahi chly ga k mai isska stop loss kahn pay lgaon aur iska take profit kahn pay lgaon aur ager markeet ap k trend k khelaf ho jay tu ap ko exit kesy hona hai ye app k khud k analsys ka fiada hai.
                  • #10 Collapse

                    market ko analysis agar app nahi karty to app ki esi mistake ki waja se app ko loss ho sakta hay aur app big profit earn be nahi kar paty hey, kamyab trading karny key ley market ko analysis karna zarori hota hay.
                    • #11 Collapse

                      Dear friends, trading main kamyabi ka raz analysis pa ha agar ham analyse kar sktay hn to profit earn kar sktay hn..but agar hamain analyse karna nai ata to without analyse, trade lagana fazol ha. q k es se loss k chances zeada hotay hn..
                      • #12 Collapse

                        agr ap analysis nhi krengy to zahir a blind trading he hogi qk market ko bagair analysis kiye koi b profit nhi kr skta yehi waja hy k newbies zyada loss krte hen uski waja yehi hy wo jald bazi me trade laga lete hen analysis nhi krte jiska unko big nuksan hota a to apko chiye ap analysis kren phr he ja k trade kren
                        • #13 Collapse

                          agar hum analysis nahi karen gay to hum market main trade pick nahi kar sakty kyun keh achi trade lenay kay liey humay ziada say ziada analysis karnay ki need hoti hay tab he hum forex trading main achi earning kar sakty hay aur emsian kamyab ho sakty hay es business main humay mehant karty rehna cahhiye tab he safe reh sakty hay
                          • #14 Collapse

                            analysis kar kay k am karna kafi best ho sakta hay humain agr success hasil karni hay to demo ko use karna ho ga jis say market ko smjhna humary liye asan ho sakta hay low risk main trade ko use karty hain to hi hum kuch smjh sakty hain is main fundamentle analysis ki b hum help lay sakty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              analysis kar kay kam karna humary liye asan ho sakta hay humain analysis karna kafi zrori hota hay jis ki base say humain market main trade karna kafi asan ho sakta hay magr low risk main trade karty hain to los km ho ga indicators ki b help lay sakty hain fundamentle ya techniqual analysis kar sakty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X