Knowledge zaroori hay keh skill

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    agar ap forex me naye hai to ap ke lye ye dono chaizain hi zaroori he, forex me trading ka honar seekhne ke liye ap ko ilm aur kamyabi k lye ap ko skills ki zeyada zaroorat hai jis ki bina par ap kamyab hu jao ge.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Forex trading business mein knewledge aur skills dono ka hona zaroori hy kiok knewledge k baghair bhi ap forex trading business mein kaamyaab nhi ho saktay aur skills ka hona bhi zaroori hy is liye knewledge aur skills ka hasil karna zaroori hy
      • #18 Collapse

        g bilkul ap ne thek kaha hai knowledge or skill dono he zarori hain trading k lye agr ap k pas knowledge ho or skill na ho ya ap k pas skill hon or knowledge na ho to ap kam nhi kar sakty dono ko sath ly kr chalna parta hai tab he ap kam me maharat dekha sakty ho
        • #19 Collapse

          makret main kam karty hain to humain knowledge ho gi to hi kam kar skaty hain is main ziada learning karny say hi humaina chi earning hasil ho sakti hay magr skills ko acha kar kay kam karna ho ga hard work karna ho ga practice karna ho gi is main knwoeldge ki base say hi humain market ko smjhna asan ho ga
          ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
          • #20 Collapse

            mere khayal sy knowldge b zarori hay aur skills b skill tab hi banti hain jab banday main knowledge ho to knowledge to jitni b ho forex main wop kum hay banda hamehsa buss main seekhta hi rahta hay khas kar k forex aik seekhna wala musalal buss hay bus isy sabar sy manage karna parta hay
            • #21 Collapse

              Forex market mai trading kay lye knowledge aur skill zaroori hai. Es ki madad say ap forex market mai trade kr sakty ho. Forex markeet mai trading kay lye knowledge aur skill zaroori hai.
              • #22 Collapse

                forex ku ap ilm ke bagair trade karna dangrous hota hai is hamesha koshish kare ke ilm seekhe aur demo training kr k skills b hasal krte rhe.
                   
                • #23 Collapse

                  forex ilm k banyaad pr hi trade ki jati hai warna paise zeyada loss hote hai aur profit kam hota hai is lye pahle ilm seekhe aur trade karte rahe yaqinan kaamyabi ap ko mile gi.
                     
                  • #24 Collapse

                    skills ki waja se ap forex se bahtar paise kama sakte hai, skill ki bina pr hi ap forex me kaamyabi samait sakte hu.ilm b forx me trading ke doraans seekhte rahe.
                       
                    • #25 Collapse

                      forex me trading karni ha to ap ko in dono ki zroorat parhe gi, aisa nhi hai ke ap dono k bagair kaamyabi mil jye.
                         
                      • #26 Collapse

                        trade karni h tu ap ku ilm or mahaarat ki zrorat parhe gi hi parhe gi, in dono me se aik cheez ki bagair ap trading ka tasawwar b nhi kar skte.
                           
                        • #27 Collapse

                          trading m ap ap ku ilm skill duno chahiye in m se kisi aik chezz k bagair trade nhi kr skte.
                             
                          • #28 Collapse

                            yaqeen janiy kamyabi ap ku in duno ki wja se hi mile gi, forex me ilm b chahye aur skill b.
                               
                            • #29 Collapse

                              har cheez k piche ilm hi hota h isi tara forex me agr trade karne ka irada rakhte hai to ap ilm ki zrorat parhe gi zaroor.
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                ilm aur knowledge aise cheezain jis ke bagair ap forex me trading kr k risk utha skte he jis ko phir ap nhi rok skte.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X