Account wash
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Account wash
    Salam dear members,
    Mn aj account wash hony ki reasons btany ja rha hun,
    1. Proper mony management ka na hona
    2, Greed krna
    3. Lalach to bilkul na kren
    4, market k sath zid lga lena,
    5. Balance km ho ar lot size zyada lga dena
    6. Is umeed mn rehna k market apki favor mn move kry gi.
    Dear members ye tmam baten mera personal experience py base krti hn.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    aslam o alikoum dear brother agr aap knowledge kay forex main kam kro kay too aap ka account wash ho jaiy ga forex trading main aap lalich nhe krain market ka analysis kr kay market main trading krain
    • #3 Collapse

      Dear aap na jo facter account wash hona k bata hay hain wo bukal thek hain ager trade open karna k bad aap na account wash hona sa bachana hay tu in sab factor k sath sath aap ko chaya k analysis aur knowledge per bhot tawaja dain
      • #4 Collapse

        apny jo wajhuhaat likhi hain sab darust hain aur basically ye hi wajuhaat hoti hain aur mgr ham ammal ni karty aur baar baar apni mistakes repeat kar rahy hoty hain aur ik in men say ye b hae k ham lalich men aa k bari lots open karty hain.
        • #5 Collapse

          yes bro account tab hi wash hota hae jab aap in baton py ammal ni karty aur apny jo jo points bataey hain ye sab points hi basic wajha hain account wash hony ki aur isky ilawa ik aur b wajha hae wo hae k jab aap lalich men aa k lot size barra laga dety hoto phr b account wash ho jata hae.
          • #6 Collapse

            apki sub baten thk hen lekin jo sub se best ha wo lalach wali bt ha.hm chahty hen k aik he din m ameer hojaen jo k impossible ha.hmen forex m apny ap pe jb tk control nhi hoga tb tk hm profitable trading nhi kr sken ge.
            • #7 Collapse

              Aapne Jo reasons bataiye ye sab reasons Hamare account ko Vash karne ke liye hoti hai isliye Hum Insaan ko avoid Karke Apne account ko bacha sakte hain agar aap in Sabko Apne Andar Se Khatam karte hain phir aap bahut acche trade Ban sakte hain aur accha kaam karne mein aap ki Har Khushi Hai isliye Apne in sabse avoid karna hai
              • #8 Collapse

                Account js se wash hota hy ye hi baaten hy Jo ap ne ki han agr hum money management ka kahyal na rakh kar aur lalach mein ziada lot saktay size use kartay han aur apni trade mein stop loss ka use nhi kartay aur jab loss hota hy tu ye umeed rakhna k market waps aa jaye gi is traha account hi wash ho jata hy agr hum in baatoon ka kahyal rakh kar trading kartay han tu account wash nhi ho sakta
                • #9 Collapse

                  Dear thanks ap ny bahut achy point bataye hain lalch krny sy ap ko loss hi ga. Sabrotahamal sy trading kren...ye point new traders k liye bahut mufeed hain. Trader ko chahiye k market ka pehly jaiza ly aor tab in point py amal kren to trader achi trade kr sakta hay
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: malikzaidsajid پيغام ديکھيے
                    Salam dear members,
                    Mn aj account wash hony ki reasons btany ja rha hun,
                    1. Proper mony management ka na hona
                    2, Greed krna
                    3. Lalach to bilkul na kren
                    4, market k sath zid lga lena,
                    5. Balance km ho ar lot size zyada lga dena
                    6. Is umeed mn rehna k market apki favor mn move kry gi.
                    Dear members ye tmam baten mera personal experience py base krti hn.
                    Mere khayal main to traders ka account is liye wwash ho jata hai qk bohat sy traders jo jab profit ho raha hot hai to wo greed krty hain k un ko or profit ho laikin aisa nahi hota or market un k against chali jati hai or phr unko loss hoty hoty sara account wash ho jata hai
                    FRD 07 TRADING JOURNAL
                    • #11 Collapse

                      Friend account wash hone k jo ap ney 6 points diye hain ache hain or me aik point ka kaho ga k traders or specially new traders is ko avoid ker ley means is ko control ker ley to bohat hi kam mistakes hongi means losses kam ho jaye gey or woh cheez hai greed na kerna means lalach na kerna to apni trading me lalach ko bahir nikal ker trading kere sabar se patience k sath low small profits ko b accept kere to trading achi hogi profits b mile gey.
                      • #12 Collapse

                        Dear friends, agar ap ko experience nai hoga aur ap trading start karain to loss k chances bahut zeada hn gay and ap ka account wash ho skta ha..es k ilava account wash honay ki ek aur bari waja lalach ha, lalach se profit bi loss main change ho skta ha...
                        • #13 Collapse

                          G esme aik or cheaz ka izafa kren k jald bazi bilkul na kren jald bazi se murad market ka wait kren jb ap market ka wait nhi krte or foran foran orders laga lete hen to wo apko loss he dega qk market ka boht wait krna parhta a tb market apko aik acha order deti a
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Haan g ap ny jo points explain keay hain account wash k related bil kul thek hain i agree. Account wash ki aik basic reason yeh bhi ha small capital k sath bri lot lgana agr koi bri lot lgata ha to profit expect krty krtay bat account wash tak a jati ha so ic mamlay main thora care ful rehn chaheay.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X