Thread vs Post ????

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Thread vs Post ????
    Main ap members se ye sawal pochna chahta hn k ziada ter logon se sunne main aia he k thread banane se ziada faida hota he nisbatan post ko reply krne k to please share kren apna experience or batain k haqiqat kia he kis se ziada faida he.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Koi khas faida nai hota agar AP thread ki nisbat achi Post karty hen useful to apko post pe hi ziada likes milen aor apki rating ziada hoge otherwise AP beshak thread creat karty rahen aor apki thread am sending mean koi khas knowledge nai is men to apki thread ya to delete Kar di Jaye ya phir apko us see itna faida nai hoga jitna AP samj rhe honge
    • #3 Collapse

      G han jnb aap nain bilkulsahi kaha hai post ya thread ki quality pr hi aapko thanks miltay hain or like miltay hain jis ki wajah say aap ki rating barhti hai aur aap jitna acha material daalogay post ya thread main utna acha bonus milayga
      • #4 Collapse

        Dear frend tread karny sy koi khas profit nai banta bat ye hoti hai k agar ap acha or usefull reply karty ho to wo b ap ko acha profit dy ga zaruri nai k ap tread cteat karo gy to he ap ko acha faida ho ga.es liye ye sab hawai baten hai.
        • #5 Collapse

          Dear bro thread aur post main koi khas difference ni hota, khas bat to ye hoty hy ke ap ne apny post ya thread main content kitna asha dala hy, mostly log ye kehty hn ke thread se ziada likes milty hn lkn mairy khayal ke mutabik ager post ap ki attractive aur ashy ho to us per thread se bh ziada likes milty hn
          • #6 Collapse

            Dear ager apki thread zada ach hoti ha tu apko post se zada bounce mi sakta ha or agr apki posts zada ache hon tu phr apko thread post kerny ki b zrort nhi ha ap us s hi boht zada bounce ly sakty hen
            • #7 Collapse

              bhai aap jo n chez banao gy sab say pehly to usko miari hona chaeay tab ja k apko faida hoga otherwise koe faida ni hoga q k chahy wo thread ho ya post ho aur apko pata b hona chaeay k thread banana koe asan kaam ni hae balky mushkil aur mehnat wala kaam hae isko seekhna chaeay.
              • #8 Collapse

                Bhai jaan faida ziada thread banane se hota hai kiun k jo sawal ap pochte hain us k jawab me kafi logon k replys aur comments aatey hain jis se apko ziada faida hota hai lekin thread related to the topic hona chahiey aur aj kal ap 4 threads per day se ziada ni ker saktey. is k elawa posts pe comments kerne se apko post k lehaz se bonus milta hai.
                • #9 Collapse

                  Me to abi tak thread create kerne ki facility se mehroom houn kiun k abi tak ye option show ni ho raha lekin post ker raha houn lekin mere khial me threads ki value ziada hoti hai kiun k is k reply me Jitne b comments aatey hain us se ziada faida hota hai.
                  • #10 Collapse

                    Dear mane to just posts he ke the first month main kun k mujhy zayda malomaat nahi the es ly main threads nahi lagata tha aur phir bhe mujhy acha bounas mil gaya tha. So i think it doesn't matter k aap thread lagao ya post. Lekin aap kiya likh rahy ho wo related aur acha hona chahey.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Jahan tak mera mind kehta ha koi khas farq nai thread ya post basically aik he chez ha bas itna mind main rakhna chaheay k post ho ya thread informative ho fazol na ho jitna quality ka thread ya post ap kro gay utna zoyada popular honay ki vja say thanx ziaya milain gay aur apko month k end pay acha bonus milay ga so hum sb ko chaheay achi aur quality ki post aur thread creat krai.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X