Only Trade On Selected Currencies

No announcement yet.
`
This topic is closed.
X
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Only Trade On Selected Currencies
    Assalam.o.alaikum to all members...
    Dear mera ye mashwra hai hmain sirf trading us currency par krni chahiye jis k baary mein hmain proper knowledge ho or experience ho jesy mostly maine dekha hai log currency ka ilm rkhy bghair us pe trade krty hain or loss mein jaty hain jesy kuch bghair kisi b knowledge k gold or oil wghera pe trading krty hain or result mein loss hota hai.



    If You Like My Post
    Click THANKS
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Ap ke bat bilkul sahe hy hamwn selected pair ma trading karni chaye and us k bad un pair ka bary ma hamen knowledge hona chaye and jis k liye zaroori hy k ham current affairs sy bakhabar rahen ta k hamen pata ho next kia hony wala hy
    • #3 Collapse

      W Salam, yes me is strategy se agree kerta hun k aik selected trading pair per just trading keri jaye jo hum ko better lagta ho ya jis ki hum ko achi samajh lag rahi ho to us me just trading kerna best hai na k hum kafi sare pairs per trading ker rahe hon or hum ko unki understanding b na ho rahi ho theek se means aik pair ki analysis kerna ziada easy hota hai na k ziada ka.
      • #4 Collapse

        Sab se best hai k hum pair py trading krein jesa k gold gold main hume kafi profit hota hai agr hum is main achy trading krein tu mere bhai hume is main menat k sath kam krna chaiye ye hamre liye important hai
        • #5 Collapse

          w salam dear brother daikhain aap nay teak kaha hai phly aik currency use krain use kay bad jab us main experience aap ko ajata hai to es kay aap dosri currency use krain waisay different currency use krni chahaiy
          • #6 Collapse

            Jiha selected currencies par kaam karne se jyada accha profit liya Ja sakta hai Jab selected currencies par kaam karte hain phir aap acchi Tarah focus kar sakte hain aur Is Tarah aap ke man mein tension nahi rehti aur kaam ka pressure nahi rehta aur aap Zyada hasane ke sath aur concentration ke saath kaam kar sakte hain
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              G han ap ne theek kaha jab tak hum trading karne k liay kisi bhi pair k bare main proper knowledge nai rakhte humay kabhi bhi trade nai karni cahiay khas tor par gold aur oil bogt zada riski pair hay in oar trade karny k liay in k bary main in ki puri knowledg boht zarori hay tabhi trade karni cahiay take hum loss se bache rahe

              اب آن لائن

              Working...
              X