analysis ki importance

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    analysis ki importance
    Forex market mein analysis ki kafi importance hy agr ham aik achy analysis k saath trading krein gy to hamein iska bahot faida ho ga aur agr ham Bagher analysis k ya phir isky bagher trading krein gy to iska hamein loss ho sakta hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Meanwhile, the Asian equity markets traded with moderate gains, led by the rally in the Japanese indices. Gold prices on Comex extended its consolidative-mode near yearly lows of $ 1226 amid firmer positive Treasury yields and heading towards the round 2 of Fed Chair Powell’s testimony
    • #3 Collapse

      bhai g forex market mein achi trading aur acha profit analysis k bagher impossible hy keun k yehi analysis hi to hy jo hamein market k future k baary mein batata hy aur hamari madad krta hy koi bhi new trade lagany sey pehly to main sirf yehi kahoun ga k hr trader trading start krny swy pehly jitna acha analysis krta hy wo utna ziada profit haasil krta hy
      • #4 Collapse

        hanji bhai jan mai abhi app ki baat agree karta hun jab tak forex markeet maia chy analsys nahi kar skty tab tak ham ko markeet ki samjh he nahi aygee aur ziada tar news bhi analsys k mutabik ati hai iss leay ham ko ziada say ziada time diana chheay analsys ko phir he forex mai profit earn kar sakty hain.
        • #5 Collapse

          Dear agar apko anylisis karna prectically nai at to AP kiss anylist ko fallow kar love aor usi tarah apne chart or line khencho is see apko kafi acha anylisis karna ajaye ga aor bgair anylisis ke AP kbhi bhi trade men inter na ho q anylisis karna Bui trading ka ark hissa hy
          • #6 Collapse

            Analysis bahut important Hote Hain Jab Ek professional trader Kitna kaam karte hain toh sabse Pehle Apne Apne in analyse create kar nahi aur Market ko aap jab tak analyse nahi karte aap ko Mar Ke Bhi Kabhi samajh nahi aati aur Market Ke Trend ka koi idea nahi hota in Sabko Maloom karne ke liye Hum analysis perform Karte Hain Jo market Mein kaam karne ke liye Hamari help karte hain aur kamyabi Hain
            • #7 Collapse

              Annaylsis aik qisam ka kamyabi wala tool hy forex trading main, agar ap yeh Annaylsis ka tool bahut ziada ehtiaat sy use kro gy is ko jo haq hy use krny ka wo kro gy to yeh tool ap ko forex trading k business main kabi bi down ni hony dy ga
              • #8 Collapse

                yes its true without a proper analysis and proper knowledge of instrument make hole for u you and unfortunately u fell in .so always prepare you are self before take any decision .i give you 10/10 marks u share a very important information with us
                • #9 Collapse

                  Analysis boht zarori hota hai kisi b trade ko lagane se pehle. agr aesa na kia jaey aur bagair analysis k trade laga di jaey to loss k imkanat ziada ho jatey hain. aur ache trader bagair analysis k koi b investment ni kerte.
                  • #10 Collapse

                    Forex trading business me earning k liye market analysis ki need sub se ziada hoti hai means hum agar market ko apne experience or knowledge se samajh ley k market kaha move ker sakti hai to hum phr achi trading k kabil hon gey means achi analysis se consistently profits hasil ho sake gey to achi analysis ker k koi b order open kere.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Dear aap na bulkal thek kaha hay main aap ki baat sa itafaq karta hoon k trade poen karna sa phalay aap ko markit ka analyisi kar lana chaya ager aap markit ka analysis nahi karan ga tu aap ko trade ka khuch idea nahi ho ga k trade kis taraf ja rahi hay pher tu luck he hay jo aap ko bacha sakti hay warna ap ka lose yaqeeni ho ga

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X