Verification men hamre documents q reject hote hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Verification men hamre documents q reject hote hain
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Excellent sir aap ne bahot hi achay thoughts diye hain verification k liye in baton ka kafi mambers ko ilm ni hai jo aap ne batai hain main ne khud bhi barri muskil se verification krwai hai aur mjy khud bhi pta ni tha k file kitni aur kesi honi chahiye aap ki iss information se kafi members ko faida hoga aur wo apni verification aasani k sath krwa saken ge
    • #3 Collapse

      g han apny theek kaha hae k hamari yehi chand ik ghaltian hoti hain jinki wajha say hamari verification ni ho pati to hamen chaeay k ham verification process say pehly zara ik dafa parh len tamam requirements ko tan k hamen bad men preshani na ho.aur apny acha kia k hamen ye sab chezen bata den tan k ham inka khial rakhen aur iss hisab say dacomentation karren.
      • #4 Collapse

        verification karny key ley documents ka reject hony key 2 resens ho sakty hey, 1st agar app key identity card aur 2nd level key address ya name me changing hon gey to documents accept nahi hoty aur reject ho jaty hey
        2nd scan documents large size ya bahot zeyda small size key hon gey to be documents reject ho sakty hey, documents size hamesha 1 mb se 2 mb key darmeyan rakna chaye.
        • #5 Collapse

          agr humary documents reject hoty hn to is my humari b galti hoti hy to humy chek krna chahaey k is my kia problem hy.hum is ky rules ko fallow kr k he documents upload krny chahey.maslan .humary documents scan hony chahey. resulation 3000x3000 honi cahhey.or he document 2mb sy zayda na ho .to hum is my easly kmyab ho sakty hn.
          • #6 Collapse

            han g insta k account ki verification k liy bahut ziada log complain krty rehty hain to agar hm insta k betay hovy rules jo k verification k liy mojood hain inko follow krarain gy to ham zaroor apny documents ko verifi krwa sakty hain aur hm ko koi bi problems ni aaian gy insta k account ki verification krwaty waqt
            • #7 Collapse

              insta forex main verification kra ty time us ki kuch requirements hoti hain k documents kis type ka hona chahy jis ko forex waly ne shart rahki hoti hai k scan documents ka size us k resolution or etc jab hum apne documents upload kr ty hain to hum in cheazo ko note nhi kr ty or bus upload kr dy ty hain phir us k bad wo reject ho jati hai ya he wajha hai is liya hamain rules ko follow kr ty howy upload kr ne chahy documents requirements k mutabiq jo mangy gaye hain
              • #8 Collapse

                Ji Bhai AP ne jitni bhi point btye ye bhot important hen hamre doucment ka size 2mb see Kam hona chaie aor scan aise ho ke parhne ke qabil hon lehaza in sab chezon ko hamen made Nazar rkhna chair douc bhejty eqkt
                • #9 Collapse

                  assalam.o.alaikum to all members... g bhai ap ne achy points btaye hain lekin main mazeed points add krna chahon ga ek to hmary documents english mein na hon to phir b reject ho jaty hain doosra hmari information kahin se b thorri match na ho to phir b reject ho jaty hain hmain is ka b khyal rkhna chahiye..
                  • #10 Collapse

                    always make account with ur id card real name so its easy for you to pass verification level. one thing more scan document always with great view but provide necessary document not unnecessary attached .i appreciate your information share with us
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Documents verification k liey jo zarori baten hain un me documents ki quality quality achi honi chahiey aur data insta forex me diey gai data se match kerna boht zarori hai aur document size 2 Mb se ziada na ho to documents reject ni houn ge.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X