- Try to make plan before starting forex.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1366 Collapse

    Yes planning is very essential.. kunki agar hum her kam ko well planned way main karay gaye.. tou her kam khud ba khud step by step hota jaye ga...isliyay jab hum forex pe working start karain tou hamein chahiyay k pehaly planning karain k kaise working kerni hey takey risk aur problems se bacha jaye aur acha profit earn kiya jaye...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1367 Collapse

      Planning is necessary in the market in order to make profit so always trade with good plan in the market then we can make good profit in the market so always trade with market trend in order to become successful.
      • #1368 Collapse

        gee han hame trading karne se pehle planing kar leni chahie kun ke agar ham planning kar ke trade karte hain to ham market ko trend ko samajh kar trade karte hain is se hame trade main kafi help mil sakti hai
        • #1369 Collapse

          G han hum ko plan banana chahiya q k agr koi insan plan ki ahmiyat jan la or apny banay howy plan par amal kar la tu wo na sirf kamyab ho sakta ha balky kamyab insan ha.
          • #1370 Collapse

            Planning k baghir kieye gaye kaam aksar loss hi deite hin ye bat es business min durast he es business min bhi agar hum kisi behtar trading ki planning k baghir business karte hin to hum zaror loss lin ge buhat se log esi wajah se loss kar jate hin es business min k wo nahi samjhte es ko.
            • #1371 Collapse

              It is true but you should have some skill like computer knowledge and some strong grip on the keyboard like typing and should analysis the different market.If it possible you should have experienced fellow man to guide line.
              Old is GOLD new is fold.it is only the proverb but set on this ocean
              • #1372 Collapse

                jee jaise har cheez karne se pehle hum plan banate hain issi tarhan forex ke liye bhi insan ko pehle se prepared hona chahiye takay wo har cheez ko face kar sakye,forex ke liye insan ko pehle se plan karna chaiye ke trading konse waqt karni hai ya posting wegera karni hai forex mai success hone ke liye insan ko apne plan pehle banane chahiye.
                • #1373 Collapse

                  ak achy business man ki neshani hai k first planing ki jaye then paisa invest kia jaye business me to banda success full hota hai . jb koi planing krta hai to osy market ka b pta chal jata hai k market me kya chal rha hai or kis cheez pr paisa invest krne ka benefit ho ga
                  • #1374 Collapse

                    Me hamesha jis pair pr trading karta hon us k mutalik achi malomat leta hon tab ja kr me apni trade start karta hon.Me ne forex ko 2 year se join kya hua hy or me kafi achy se forex ko samjh chuka hon..
                    • #1375 Collapse

                      Nhe ma ne to koi plan nhe bnaya forex ko start krne se pehle is ke liye kise bhe kism ke plan ke zaroorat nhe hote bs is ke liye niyat hone cahiye kam krne ki or is pr dil se kam krna cahiye. bs ise krne se pehle thora sa jazbati hona prta ha
                      • #1376 Collapse

                        han bilkul planning karne se asaani ho jati hai trading me or mere khayal se forex me kamyab hone ke lye aap ko plans bana kar he chalne ki zarurat hoti hai forex me kamyab hona ho to aap mehnat ke sath agey barho or greed ko khud se nikal fo kamyabi mil jaye gi .
                        • #1377 Collapse

                          Yes planning is very essential.. kunki agar hum her kam ko well planned way main karay gaye.. tou her kam khud ba khud step by step hota jaye ga...isliyay jab hum forex pe working start karain tou hamein chahiyay k pehaly planning karain k kaise working kerni hey takey risk aur problems se bacha jaye aur acha profit earn kiya jaye... ??????????<<<<<<<<
                          • #1378 Collapse

                            planning zarori hia forex mein aur forex mein aap har cheez ko samjay jis tarah mt4 mein aap tool ki practice kary like take profit aur stop loss ko use karna yeh sab demo mein is ki practice kary aur greedy sy aap avoid kary aur discpline sy trade kiya karey is tarah aap success ho saktay forex mein.
                            • #1379 Collapse

                              Agar hum forex trading shuru karnay say pehly trading kay liey plan bnaye gay to humay trading karny main bohat asani ho gi aur hum achy say trades bhi run kar lain gay aur es say profit bhi bna lain gay.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1380 Collapse

                                kamyaab forex trader bannane ke ye hamen apnee trading me planning ko shamil kerna ho ga. trade lagane se pehle hamen apne target ko set kerna ho ga ta ke hum behter trader ban saken.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X