- Try to make plan before starting forex.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    zandi kai kisy bhai shobi mai playning bhot aham role ada karti hai. forex trading mai agar ham proper planing ki sat chalyin gayin to hamyin is sai kafi paida ho sakta hai. planing ki sat hamyin daily analysis ko bhai study karna chayia.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      bahi aap ki bat bikul thek hai main aap ki bat sa poora agree karon ga aap ki bat buhst achi lagi mugha planning tu trade karna k lya buhat zrori hai pahla aap pana business plan bnao phir kam karo planning aap ko mushkilon sa bacha la gi
      • #63 Collapse

        phaly hum planing karty hai or market ko analyze karty hai or phir trade start kartay hai.Hum is umeed say trade lagaty hai.Key hamay is me success milay.Hamay agar koi kam karna hai tu phaly os ki ach lazmi hona chahiye kay app nay kitni investment kerni hay aur kis order main kis tarah say app nay trading kerni hay is yah app koo loss honay ky kam chance hoty hain aur profit kay.........
        • #64 Collapse

          ji ha bilkul aap forex me planing ke sath chalenge to aap ko is me zayada profit hoga our aap ke nuqsan ke chansis bhi kam hogay is lye aap ko chahiye ke planing ke sath forex trading kare take un ko nusan ke chaces kam say kam ho.
             
          • #65 Collapse

            apko forex k barey main ak apna plan aur strategy bnani ho jis par apko work karna hain agar ap wohi hi ni karoga to loss hi karoga forex main.kisi k rules par na chalo ap apna rules ko follow karey...
            • #66 Collapse

              yes my dear you are true . . aik trader k pass strong background hona bohat zrori ha uss k bagair wo market main survive ni kr sakta.. aur present market main trade krnay k liye ap k pass previous few days aur future few days ka trading trend pta hona bohat zrori ha agr ap loss sy bacha chahtay hain to.. but ye difficult bilkul b ni its very easy.
              • #67 Collapse

                Yes planning is the key to success, agr aap trading krnay sy pehlay complete planning k sath marketplace mein investment kr rahay hain to successful honay k chances kafi had tk barh jatay hain, experience aur marketplace analysis ek trader ko successful bnatay hain.
                 
                • #68 Collapse

                  yeah sab se pehle kuch karne se pehle aik plan bnayea jata hai k kia karna hai or kaise karna hai so business start karne se pehle bi plane bnayea jata hai then hi app business kar sakte hain ,........,.,.,.
                   
                  • #69 Collapse

                    yes yeh b theek hai aur achi adat hai k forex mai trading shuru krny sy phely aik plan zehan ma bna lain aur apna aik target rakh lain phr kafi easy hoga hamry liye forex py business krna.
                    • #70 Collapse

                      ko apni trading strategy bna lani chye ta k ap is market sa earning kar saky ap ko trading start karny sa pahly hi ya plan klar lana chaye k ap na long term trade karni ha ya short term trade karni ha forex ki through. i love this job. mene ab plan kr lia hay kya krna hay. is par bahout zada hardwork krna hay takay zada se zada earning kr sakoon.
                      • #71 Collapse

                        G ha dear ap nay thek kaha hy jab hum forex may trading start karte hain to hume forex may acha plane bnana chahiye ta kay hum usi plane kay mutabik trade kar sake ta kay hum acha profit hasil kar sake and aik achetrader ban sake forex ko ziyada say ziyada learn karna chahiye.
                        • #72 Collapse

                          Yes i am really agree with this statement that we should be well prepared before starting trading will proper mean we should study first market and make good investment and money management.
                          • #73 Collapse

                            yeh bohat achi baat hai kee jaab bhi aap trading strategy bana kar trading kartee hain too achee profits nikal letee hain pehle app previous trend koo check kar lein uss kee baat future trend koo predict karein aur hamesha technical aur fundamental analysis apply karein trading mein
                             
                            • #74 Collapse

                              g haan dear hamin is main success huny k liye is k bary main knowledge and experience ki zrorat hoti hai q k hmain is mnain jitna zyada knowledge and experience ho ga hmain is main utba zyda hi income hasil kary gay and hum is main achi trading kar k ik achy trader ban sakty hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                yes main ye samjta ho ky forex trading main ap ko start kerny playe lazmi aik plan bana chaye ap learn kero sab sy playe pir paln pky mutabic tatarding kero gy tu acha profit ho ga ap ko

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X