- Try to make plan before starting forex.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #256 Collapse

    bayshak janaab. trading plan to boht ehmiyat rakhta hai. aap entry maarny sy pehle saara plan soch lena chahye. k agr wo news ayi to us sy market kesi move kry gi means k movement jo b kary aap ko koi darmiyaana rasta plan karna chahye taa k aap profit bana sako.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #257 Collapse

      yes my dear friend i agree with your words pakisatan forex trading business men hum jb bhi apni plainig say kaam keren gay topakisatan forex trading business her kaam khud ba khud hota jaye
       
      • #258 Collapse

        gee mre bhai forex bohat achy job hy ap jb bee trading start kro to sb se pehly plan bna kr us ke mutabik trading start kry phr he ap forex pe success hasil kr skty hy
        • #259 Collapse

          g me apki bat sa agree kaftra hon ka forex me trading karna ka lie aor ak kamyab trader babana ka lie hama sab s aziada need hoti ha planing aor iska bad hama jiski saab sa ziada beed hoti ha vo ha pratce aggar hamara pas practse ha to hama loss naii ho ga
          • #260 Collapse

            try make plan before starting forex to i think plan to banana parta hai forex main kew ke yahan bohat kuch seekhna parta hai aur knowledge aur experience lena parta hai .
               
            • #261 Collapse

              Currency trading us exchanging karnay declare phaly sound planing karty hai as well as market place ko assess karty hai as well as phir buy and sell start off kartay hai. Sound can be umeed declare buy and sell lagaty hai. Essential hamay can be us good results milay. Hamay agar koi fish kam karna hai tu phaly computer itself ki achi planing kar laena chahy.
              • #262 Collapse

                main ap se itfaq kerta hon jab ap nbe trading kerni hi to sub se pehle ap ke pass aik acha trading plan hona cheye then ap money management ke sath apni trade ko profit main hi catt sakte ho iss lye money management ko follow kerna ho ga
                 
                • #263 Collapse

                  bhai planning kisi bi kam mein bohat zarori hai ap ki planning mein jo cheze shaamil hon wo jese ke ap kb kb trade kro ge, ya phr kon kon se pairs pe ap trading kro ge, aur kis time ap trade lagao ge, aur kya ap long term trader hai ya short term yeh sari baatein planning mein ati hai is se ap ki trading define rehti hai aur ap complication se bach jaate ho trading mein
                  • #264 Collapse

                    try to make palan before starting to ese hee hota hai plan banan hota hai kew ke forex main trading bhi hoti rahe aur bohat kuch forex main learning honi parti hai work haard karna parta hai .
                     
                    • #265 Collapse

                      Jee ap nay theak kaha humay trading say pehlay planing karni chahiey keh kitni trades lgani chahiey kitna balance hay aur kitna profit gain kar kay trading close kar daini chahiey ye sab pehaly say plan karna chahiey.
                       
                      • #266 Collapse

                        of course is main koi shak nahen hai ke ap jo bhi kam planing kar ke shuro karen gay to us ka result acha hoga aor jo kam baghir kisi planing ke shuro kiya jay ga wo apki umeedon ke khilaf ho hoga to planing her kam main achi hoti hai
                        • #267 Collapse

                          yes . forex trading main agar app log chaty ho k app ek achi trader successs full trader ban jawo or app ko is main loss be nahee ho .tu app logo ko forex trading ko start karni si pehly app logo ko is main demo account par practice kar is main ek a cha expereince banawo or forex main ek plene be benanwo or app logo ko pir is main plane par he kaam karna hogha tu app is main ek success full trader ban sakty ho
                             
                          • #268 Collapse

                            well yeh ek sahi nazarya hai ke sahi planning ke sath forex pe trade ki jaye to woh zyada helpful hoti hai ba nisbat bagher planning ke lihaza jald baazi ko avoid karte huey aur sabar aur bardasht se kaam le kar apne target ko focus karna zyada behtar hai aur saath saath practise karte rehne bhi nihayat zaroori hai
                            • #269 Collapse

                              Gee han forex trading karnay say pahlay hum ko planning karni chaheye or jab hum aik plan bana lain to ais say hum ko forex trading karnay may bohat he easy ho ga kah trade kar lain or kaisay aik acha priofit ko score kar lain or may bhe forex trading karnay say pahlay apna traduing plan bana laita hun.
                              East and west....Pakistan forex forum is best..:cool:
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #270 Collapse

                                yes hum apni treding start krne se phle plan zrore krte hain,jis ki vja se hmari treding kafi achi hoti he, agr hum api treding plan ke bekyr hi krin to hum ko loss ho skta he,treding me planing bohot zarori he.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X