- Try to make plan before starting forex.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1966 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: looser پيغام ديکھيے
    If you want to become a successful forex trader and make your future bright you need make good plan before every trade you make. So, you have to make plan and analysis before every trade.
    sahi keh rahy hay kisi bhi kam ka agar hum plan bna kar chlain gay to usmain bohat achy say kamyab ho sakty hay aur aisay he forex trading hay agar hum eski theak say planing karen gay to market main bohat acha earn kar sakty hay
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1967 Collapse

      forex aik boaht acha treading business hy, but is k liye bhi planing ka hona zarori hy, main samjhti hn k kisi bhi business k liye ik plan ka hona bohat rarori hy jis pr chal k aap kamiyaab ho sakty hain or loss sy bhi bach sakty hain.....
      • #1968 Collapse

        g han dear ap ne bilkul sahi kaha he is me ye k hum ko is me prper time ki need he or is me hum ko plaaning kar k kamm karna chahye koi b kamm bagher planning k kamyab nai hota he
        • #1969 Collapse

          jnab hum jab trading main planing kar kay trading karty hain to humain is main achi earning hasil hoti hay humain trading main planing kar kay trading main loss km hoti hay trading main practice kar kay kam karna ho ga
           
          "The mind is everything, What you think you become"
          • #1970 Collapse

            agar hum apny capital ko daikhty huway theak say acccount ko manage kar kay trading karen gay to hum market say na sirf acha profit earn karen gay balkeh loss kay risk ko kam say kam rakh kar market main acha karen gay
            • #1971 Collapse

              Planning is very important in every field when wo talk about forex we cannot do any thing lavishly we have to learn practice and then plane then there are much chances of success
              • #1972 Collapse

                forex ki market me planning ke sath he chalen kiun ke planning ke sath he successful hua ja sakta hai forex me agar planning strong hai to forex me aap bhi aik strong trader ban sakte hain or phir aap ko market ke bare me achi khasi knowledge hone ki waja se losses bhi bohat kam he hon ge .
                • #1973 Collapse

                  jb ham apny real insta forex accountme working start kry to is sy phly hamy apni working planing krni chaye hamy apna mind set krna chaye...
                  • #1974 Collapse

                    life main hum nay koi b kaam ko krna ho is k liay humy ik planning krny ki zarort hoti hai jis say ye kaam krna hum k liay ik pattern ki shape main a jata hai or hum is say khud ko teek say manage kr saqty hain laikin kuch trader is kaam main koi b plane nahi krty hain or invest kr daity hain
                    I LOVE PAK FORUM
                    • #1975 Collapse

                      apki baat theak hay agar hum forex trading main pan bna kar start karen gay to esmain kamyab honay main humay bohat help milti hay so humay chahiey keh bina plan kay trading start na karen khud trading plan bna kar trading start karen
                      • #1976 Collapse

                        agar hum trading start karnay say pehlay aik plan bnaye gay keh market main kaisay trade karni hay aur market main kaisay kitna profit earn karna hay to hum tab he forex trading main kamyab hon gay
                        • #1977 Collapse

                          Agar aap experienced traders ki opinions study krain to aap dekhain gey keh sub traders aik plan bana kar kam kartey hain aur eyes band kr key lots nahi lagatey. woh pehlay market ko judge krtey hain aur phir aik target bana kar kam kartey hain takeh unhain profit ur loss ka andaza ho aur woh apney mind ko prepare kr lain.
                          • #1978 Collapse

                            ji bilkul humein chayein k hum pehly ek plan banaye aur phr us par working karey is tarha hum zaida se zaida sekh paye gy kyun k agr hum plan k mutabiq chaky gy tou agr koi galti hui bhi tou hum us ko next time nhi karey gyy :)
                            • #1979 Collapse

                              forex trading main planing ka bera aham role hota hai and hum is say achi earning hail ker sakty hian and humain is say faida b hail kerna chaiyeh yeh aik achi baat hai. keyo ka ik acha bussiness ka leya ik acha strategy bhot jaror hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1980 Collapse

                                G sahi baat he k hum ko is me kaam kerny k liye is me bahut hi ziada mehnat ke sath kaam kerna hota he and is me hum ko aik khas baat ka khayal rakhan hota he k hum jab bhi is me kaam ker srahy hon to is em hum ko kuch experience ho

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X