Loss per himat nai harhi chaye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss per himat nai harhi chaye?
    Loss bhi business ka hisa hota hai is ley is ko bhi sabar se handle karna chaye aur trading ko jari rakhna chaye koun ke loss ko mehnat se profit main change kia ja skta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Profit and loss is the part of any business, forex trading main bh proft aur loss is karobar ka hissa hy forex trading main ziada ter log loss kha ker hi seekhty hn, jahan hum mistake kren us mistake ko ignor na kren bulkey us ker ghaur kren aur sochin ke mistake kis waja se hoi hy aur phir us ko door kren, jo log loss kha ker himmat har daity hn wo kabhi kamyab ni hoty, try try again is the best formula for success in forex trading
    • #3 Collapse

      jis trh profit buisness ma hota hai udr loss b buissness ka hisa hai hr buisness ma profit ka sth loss b ho jata
       
      • #4 Collapse

        g han bilkul thek kaha ap ny jb b humy tradeing my loss ho to humy is my himt nahe har ni chahey.blky humy is my dobara koshiesh krni chahey.or is my zayda mehnet or lagn sy kam krna chahey.lkn is k liay demo acclunt my practice b zururi hy .
        • #5 Collapse

          aslam o alikoum my dear brother world kay her kam main profit aur loss jalta rhata hai es laiy parishn nhe hona chahaiy mahnat krni chahaiy profit aur loss ko zindagei ka aik hisa hotay hain loss aur profit say hei band kaif kuch experience hasil krta hai
          • #6 Collapse

            g han dear aap ny sahi kaha k forex trading mein profit aur loss dono trading ka hissa hain aur hr waqt sirf profit ka nhi sochna chahiey baly loss ko bhi zehn mein rakhna chahiey aur agr kabhi loss ho bhi jaye to us waqt preshan hony ki zroort nhi balky apni us ghalti ko point out krein jiski wajah sey loss hua hy aur next time us sey bachein
            • #7 Collapse

              Han g mery dost kisi bi business main profit aur loss dono sath sath hoty hain agar ap ko forex trading main trading k doran loss hota hy to ap ko preshan ni hona chahiy balky ap ko himat sy kam lena chahiy ta k ap ko dobara forex trading main trading sy loss ni ho aur ap jab forex trading main confidence ho k trading kro gy to ap ko is main lazmi kamyabi ho gi
              • #8 Collapse

                ji ak bhai ne achi bat ki ha k profit or loss dono business ka hisa han jb profit hota ha to ham bohat khush hoty han or jb loss hota ha to mayous q hoty han us waqt haman sabar karna chahiye or ache waqt ka intizar karna chahiye loss hone k bad dil chota na karan balke mahnat c kam karen or dil laga k kam karan or money kamaen or khush rahan
                • #9 Collapse

                  jo log loss pr himt har jaty hain wo phir buht peechy reh jaty hain jinmy aghy brhny ka jazba ho wo hr mushkil waqt ko easily solve krty hain aur kamyab ho jaty hain
                   
                  • #10 Collapse

                    G bhai mn ap ko ya btana cahon ga keh kuh boys ko loss hota hy tu woh hemat haar dety hn aur samjhty hn keh hmen ab loss howa hy ab kiya ho aur kiya nh ho ga etc nh boys aisa nh karna chiya agr hmne loss hota hy tu koi bt nh marketing uper nechy atu=i rehti hy hmen befiker rehna cahiya aur dua karni cahiya apny allah sy aur mehnat sy kaam karna cahioya ur achi sy achitrade lgani cahiya
                    • #11 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Saabjee پيغام ديکھيے
                      Loss bhi business ka hisa hota hai is ley is ko bhi sabar se handle karna chaye aur trading ko jari rakhna chaye koun ke loss ko mehnat se profit main change kia ja skta hai
                      Sachi baat to ye hai kay jabb tk aapko ess kaam main loss nahee hota ye kaam aapko achy tareeky say karna nahee aa sakta hai. Kun loss hony say aapka dhiyan jaata hai k kia wajha bani loss ke aur kis ikdamaat say aap loss ko kam ya kam sy kam kar sakty hain. Esi liey loss hony sy seekhin na k us par preshaan hon.
                      • #12 Collapse

                        Dear friends bilkul sach hai k nuqsan sy nahi ghabrana chahiey q k ye bhi bussines ka hissa hai koshish karien next time ziada mehnat karien aur apny loss ko pora kar lien baki jo apki qismat mein likha ho ga wohi mily ga chahy wo profit ho ya loss apko sirf mehnat karni chahiey
                        • #13 Collapse

                          yes loss b haar karobar main hota hain vo forex ho ya koi b kaaam ho par loss ki limit b hoti hain asa bilkul b nhe hota hain k log sirf loss he karte jy or profit na kare bhot say asy forex trader hain jo k loss ko dekte rehte hain or asi tara stop loss use nhe karte hain tu apna account wash kar dete hain jaaab k sab ko pata hota hain k yaha loss b hain kafi risky kaaam hain par log pher b stop loss use nhe karte hain jo k ye bhot he ghalat hain agar apk pas kuch balance bachy ga tu aap us say b acha earn kar ste hain agar apk pas balance he nhe bachy ga and aaap stop loss use nhe kare gy tu asi tara sara loss he hoga
                          • #14 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Saabjee پيغام ديکھيے
                            Loss bhi business ka hisa hota hai is ley is ko bhi sabar se handle karna chaye aur trading ko jari rakhna chaye koun ke loss ko mehnat se profit main change kia ja skta hai
                            Reading ka ek hissa hai agar traders co loss Ho Jaye Toh traders ko Kabhi B t-shirt nahi hona chahiye bulke apni mistakes se learn karna chahiye aur achi trading karne ki koshish karne chahiye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              bohat acha sawal ha business is the name of profit and loss or ager hum ko loss hote ha to per hum ko apna hemaat nhi har ne chahaye q ka jo hamat haar jata ha wo per brave nhi hota ha es leya hum ko brave sa kaam karna hoge to per hum ko bohat achi earning hoge or hum ko sabar sa kaam lana hoge..........

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X