Forex is removing unemployment problem

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    Mairay khial main forex trading say un employment remove ho skti hay agar iss per hakoomat apni twaja day to kionkay forex main bohat zayda earning kay chances hain iss main tarder achhi earning lay apnay country ki economy ko bhi strong ker skta hay kionkay yah international market well renownes hay sari world main.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      Forex har kisi k liye best hai magar profit Sirf wo Earn kar Saktay hain jo isay mukamaal Toor par Sekh Kar Karain coz bina Sekhay is main hath dalnaa Sirf nuksaan karwanaa hai and ye sub ko ache job day raha hai
      • #168 Collapse

        G han es sy unemplyement main kami aai hy akser jo students free rehty thy es main theak sy work kr rahy hain or achi earning ka faida hasil kr rahy hain or es main success full ho rahy hain
        its my Fb Address
        www.facebook.com/Sunny.Sumra
        Skype: Sunny_Sumra:o
        • #169 Collapse

          Assalam O Alaikum, G han bhai Forex haqeeqat main unemployment ko decrease ker raha hai. Pehlay jo log jobs ke liay baghtay thay ab araam se apnay ghar main reh kar iss business se achha profirt earn kar rahay hain. Aur khaas taur per yeh forum bohat help kar raha hai.
          • #170 Collapse

            g han ap ne bohat he achi bat kahi ha forex aek asa business ha jo k ham tamam logo mein sy bohat tezzi k sath be rozgari ko hatam kar raha ha aur ham tamam log he is buisness k zariye se ek achi earning kar rahey hen
            • #171 Collapse

              yess forex trading ko unemployment ko boht kam kia he.. is se boht earning kr skte hein.. ise part time ya full time buisness smajh k b kr skte hein.. forex trading is leading buisness in the world. forex trading ki facilities boht hi best hein
              • #172 Collapse

                well jnab , ap ne jo thread kara ehin tu mein yeh kahoon gee k haan g ap ne teak kaha ehin k hmk mulk mein bohat se be rozgar hein ,jin k pas kaam nai ehin tu wo iss forex ko join kar k apni earning ka aik accha aghaz kar saktay ehin
                • #173 Collapse

                  ha forex ke aane ke baad hume unemployement ka pareshani nahi rahata haikyuki forex me aapko koi mana nahikarta hai agar aap invest kar ksata hai to aapko forex me bahut hi badiya profit mil skata hai i sliye aapko fore xme bahut hi earn milta haiau raapka job ka pareshani aur masala khatal hoga aur earn hoga aapko
                  • #174 Collapse

                    je haan forex trading aik buhat he acha business hai es mein ap kisis k employ nahi hotay apni investment kar k apni marzi se kaam kar rahay hotay hain thankful for question
                    • #175 Collapse

                      unemployment is big problem all over the world.lot of young talent is available in pakistan and all over the world but they have nothing to do.so they can earn money in this business and spend a good life
                      • #176 Collapse

                        well bai , ap ne sahee kaha hein k hmk mulk mein bohat log berozgar ehin n jaioay jaiasay logon mein iss forex ki awareness a rai hein tu log iss ko khushi se join kar k aik acchi earning kar rahe hein n bohat satisfied b hein
                        • #177 Collapse

                          g i think so k forex jo hai wo employment ko bohat had tak reducee kar rahee haia nd yee app k lia bohat bbest hai janab andise seewa pp kee unemployment ko kam karnee main madad miltee hai
                          • #178 Collapse

                            forex aik boht acha source of income ban sakta hai agr ham issay knowledge aur experience k sath istemaal karain aur aik discipline k sath intelligently is ko saranjaam detay jain
                            • #179 Collapse

                              dear ap ki bat theek ha ka forex ko har koi joimn kar ka kamayab ho sakta han us sa pehle ap ko chahea ka forex traiding ko achi tarha learn karen orr practice karen.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                pakisatn me unemployemnt ka boht masla aa raha he or log bahir jaane ko acha samjte hen lakin agar mere khiyal se forex mee aa jayn or aks aal ke lie learn karen or mahnat karte rahen ge toh is se acha or koi business nahi ho sakata is lie forex unemployment kam kr rahi he

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X