Do not be Sad, Success is Near
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Do not be Sad, Success is Near
    Forex trading business is a suitable trading business and very easy online trading business. We must be very much hopeful about our future, we must try to our best to get the best results and we must need to increase our confident. No need to sad because if we tired hard then success is so close. If we can show patience in forex market our success also wait for us..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    ji bhai forex ki trading meen himat naheen harni chahye oor preshan naheen hona chahye, bulkay aap mazeed hardworking kureen kyonkay aap manzal ky qareeb puhanchnay walay heen, ji apni workimg jari rakheen insha Allah aap zaroor kamyab hoon gay.
    • #3 Collapse

      Bhai Suitable Trading buisness tou hai magar itnaa Easy nahin hai jitnaa Ap nay likh Diyaa :D main Samajhtaa hon k eek Acha Trader ban'nay main Kam Az kam 1 saaal lag jataa hai Coz market Say jab Tak Aap Fimiliar nahin hon gy Tab Tak Trading Main profit earn nahin KAr Sakain gy jaldbazi wala or Adam bardasht wala maslaa khataam honay main Time lagtaa hai,main Samajhtaa hon k Forex Main Enter honay Say Pehlay mind bana lenaa Chahiyee k Isay har halaaat main achi Tarah Sekhnay k baad Profit Earn karnaa hai,Sadness say Door Rehnaa chahiyee main Mantaa hon K ye mushkil hai Magar hammain basics main bataya jataa hai Emotions ko har halaat main Control rakhnaa hai,insaan Sachi niyaat Say kisi Ek Field main mehnat Karay tou yakenaan Allah Madaad kartaa hai or insaan Apni Mazil tak pohanch jataa hai
      Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
      • #4 Collapse

        g han dsot apny bilkul theek kaha...main apki baat say sehmat hun....forex trading main humain kabhi bhi har nai manni chahye....loss hony aky baad bhi try karty rehna chahye.......kabhi na kabhi tou aik acha profit hoga hi.....inshaAllah.............
        • #5 Collapse

          Forex trading business me ups & downs atay rehtay hain kbhi apko loss hota hay kbhi apko profit hota hay, na Profit permanent hota hay na hi loss permanent hota hay , is liye loss per pareshan nai hona chahiye kiun k loss Forex trader ko experience deti hay , loss ki wajah say ap log dis heart hotay ho jo nai hona chahiye.
          • #6 Collapse

            assalamu alaikum jee han bro i am agree with you hamein tarding ka doran kabhi bhi apnein hopes lose ni karna chayein balkein apnein upar confidence rakhna chaeyein or bus focused karte hur trading karni chayei kiun ka agar hum mehant karege to aik na aik din to zarur kamyab hongein.
            • #7 Collapse

              Ji blkl hamen trading main bht patience se kam lena chahiye....aur ji tor mehnat karni chahiye...agar hum disheart hnge aur juld bazi karinge tu hum kamyab nahi ho sakte...yahan kamyabi hasil karne k liye mehnat aur sabar se kam karna hoga....
              • #8 Collapse

                Ap ney thek kaha hey hamen udaad nahe hona chahye kyn kay hum ager mehnat kertey rhen tou hum success get ker letey hen or ager abhi hamen kamyabi nahe meily hey tou hum kamyabi k qareeb hen lekin shart yeh hay k hum mehnat kertey rhen.
                • #9 Collapse

                  Dear forex main ap sad ni ho q k is main achi trading kar k ap acha earn kar sakta hai bus ap patience k sath work karay tu ap successful bohat jald ho saktay hain...
                  • #10 Collapse

                    dakhin kisi b kam mian kamyabi tab milti hy jab hum us main serous ho k kam krty hian kisi b kam mian humian kamyabi phly hi time main nai milti bl k is k liy humain bar bar koshish krna hoti hy
                    • #11 Collapse

                      Forex trading is best online business in world we have need to follow the rules of Forex we will got success after learning and practice on Forex we can able to take profit from Forex.
                      • #12 Collapse

                        Forex trading business me ups & downs atay rehtay hain kbhi apko loss hota hay kbhi apko profit hota hay, na Profit permanent hota hay na hi loss permanent hota hay , is liye loss per pareshan nai hona chahiye kiun k loss Forex trader ko experience deti hay , loss ki wajah say ap log dis heart hotay ho jo nai hona chahiye
                        • #13 Collapse

                          g han dsot apny bilkul theek kaha...main apki baat say sehmat hun....forex trading main humain kabhi bhi har nai manni chahye....loss hony aky baad bhi try karty rehna chahye.......kabhi na kabhi tou aik acha profit hoga hi.....inshaAllah.............
                          • #14 Collapse

                            you are right that i am agree with you because those are traders interested in the forex business they are success in this business. So they are regular base up-date there self. Hope in future they are success full trader in the forex market & earn the good money.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              main samjta hoon loss hone ki sorat main app ko sad hone ke bajaye appni mistake ko talash kerna chaye jis ki waja se appko loss howa hai or us mistake se appsikhy take next time app ko profit ho

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X