why most people depend on others in forex ??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #241 Collapse

    oyee my dear brother forexxx main log 2sroon par zada is lye depend krty hain kion k wo zada paractuss nahhee karty aur ye samajhty hain k jo log forexx k bary main apna comment pass karty hain woo beter hai trading k lye
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #242 Collapse

      forex trading ma zayda ter log dosaro per depend is lea karte hai kue k ow kud mhanat kark forex trading nai sakte our ayse log zayda tar forex trading ma loss hi karte hai our hum ay sa kam nai karta chaye
      • #243 Collapse

        Jee bhai dekhiye hamen forex main apne seniors se help to leni chahiye magar hamen apne upar poora bharosa hona chahiye agar hum ne trading ko learn kara hai or hum achi tarah prepare hain to hamen apne upar poora confidence hona chahiye sirf dusro par hi depend nahi hona chahiye.
        • #244 Collapse

          why most people depend other in forex. jee bahi i agree with you forex main khud experience aur knowledge ko get bulk dosary per depend karty han forex main humay khud se experience aur knowledge jasy qulities ap k pass ho pher ap aik online business main kamyab trader ban sakthy han
          • #245 Collapse

            forex mein traders ku apne trading mein earning hasil krne ke lie is mein dosron ke help ke zarorat hote hein aur jb tk traders expert nhe hote hein un ku apne trading mein dosron se help le kr experience acha krna hota he
            • #246 Collapse

              to becoming good trader we have to do learn well because learning is the key to success in forex market that is why learning is very important and every trader should learn well to earn good money in forex trading
              • #247 Collapse

                Hhmmm we not say that the person depend on other pwrson,but yes some traders can get help from their senior ir more experienced traders,because they can trade in a more good way and earn good
                • #248 Collapse

                  forex par sab depend kartay hain aur forex mein bohat sary traders daily fails hotay hai aur bohat kam percent hai success traders ki is liye people is ko risky business kahtay hian aur aap ko chaiye ky aap master traders ki tips par concentrate kiya kary yeh acah hai aap ky liye.
                  • #249 Collapse

                    me bhi forex par depend karta hon and forex aik risky business hay lekin yeh profitable bhi zarori hay and ager ap risk kam karna chatay hay tu ap lot size small choose karay then ap ka risk bhi kam hoga ap is say kamai bhi achi kar saktay ho sirf ap forex ko pehly learn karay takay ap forex ko understand kar sakay .
                    • #250 Collapse

                      hum apni equity kay hisaab say zyaada trades open kar daity hain or hamary pass free margin kamm reh jaata hai to issy over trading kehty hain.mery khyaaal sy to over trading ka koi faida nahin hai.is ki waja say hamain loss he hoota hai.hamain apni equity kay 20% say zyaada risk nahin
                      • #251 Collapse

                        Forex trading aik buhat hi acha online business he es min se hum lagatar trading aur learning se hi kafi bari earning bhi le sakte hin humara expereince bhi time guzarne k sath sath barhta rehta he hum aik calcualted trading se yahan pe kafi bari kamaei bhi kar sakte hin bas malomat ki kami hi humin es business min kamyab bana sakti he.
                        • #252 Collapse

                          G bilkul ap ki bat pori tarah theek hai aksar loog hein jo forex ma dosron py dipnd karte hein q k un loogo k pas forex k bare ma ziada knowledge nahi hai agr hum khusd ko kamyaab karna hai to hume phele forex ko acche se jan na ho ga phir hum kamyaab hop jaye gy ,
                          • #253 Collapse

                            ji haan bhai jaan aap nay sahi swal kiya hai kuch loog is kaam main samjtay hai k sari luck ki baat hai lakin main khta ho ka is main humay mehnat karni chahye waisa is main luck bi hoti hai kuch logo ko is main losses hoty hai or kuch ko losses is liye main kehta ho ka hum ko mehnat karni chahye baki losses or profit baad ki baat hai
                            • #254 Collapse

                              Contrary to what most Forex traders think, not all Forex trading losses are bad, and there's no way that you can ever avoid taking lossesin my opinion Currency pairs with most movement is EUR-JPY. So the volatility is the main reason for slecting a currency pair then this pair is a good option i guessi am also using the Meta Treater 4 i this this is good platform and also i think the Meta Treder 5 plat form is also good so you should try to gain the experience and share with us this experience
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #255 Collapse

                                yes u right asa e hota haia hu log jub new hoty hai or abi teek sy trading ni kr sakty tb is business may hardwork ki jaga aasani ko talash krty hai or paid singnal or act manger ki help lyty hai but yhi teek ni hota hai hum kud sy apni help krni chahy hai kud seekhna chahy
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X