Hard work for success or go to the right path slowly?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    g ahrd work hamen seadhey rasty ki tareh lay jta hay forex ma hamen kisi bi task ko achiev karny kay leay hamen hard work ki zaroorat hoti hay or agr ham es ma hard work karty hain to ham es ma apny task ko asani say achieve kar laty hain ni to ham nakam ho jaty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      han janab kyu na slowly ho jay koi masla nahe success ap ko best kaha jay tou right path se milti hay yani kay eskay liye ap ki best struggles hon ap ko work karnay ka pata ho mean kay ap ki training huwi ho kaam karnay ki then no hurdles ye baat maine dekhi hay mehnat chaiye har aik ko.
      • #63 Collapse

        is kam me hard working itni zeyada zarori nahin lakin practice bohat zeyada zarori hai is liye is bisniuss me wohi log kamyab hoty hain jin ka experiece zeyada ho or woh triend ka sahi andaza lage me mahir hon
        • #64 Collapse

          well ap ne baat bht achi ki hai or taqreeban dono baten hi sai hai ap ki lekin me kahunga k ap in dono ko mix kr k chalao mean slow slow or hardwork toh ye ap k liy ebht hi zaida acha hoga or ap ko is fiada hoga mery bhai dono baten follow karo ap .
          • #65 Collapse

            i agree with your opinion forex mein hardworking zaroori hai agr aap forex ko proper time dete hai tb he ja kar aap ek ache trader ban skte hai aur aap zada profit earn kr skte hai
            • #66 Collapse

              main samjhta hoon ke forex trading ka business koi magic nahi hai ke ap join karen aur invest karen aur ap ko profit osi time hone lag jaye main samjhta hoon ke ap ko profit ke liye bht zayda wait karna hota hai aur ap ko profit slow slow milta hai
              • #67 Collapse

                yes you said well brother agr ham kisi bhe kam main kamyabi hasil krna chahty hn to hamen na sirf hard work karna pary ga bal kay hamen apny achivement ko hasil krny k lye wait bhe karna pary ga aur jo log mehnat ni karty hn aur forex trading ko ak part time job samjhtay hn wo kabi successful ni hoty hn un ko jab bhe loss hota hai to qismat ke bat krty hn apni mehnat ke ni
                • #68 Collapse

                  ji han bikul bro main ap ki bat sea gree karta hon k hard work is the key to success kyun k mere khyal main ap is main ajb tak hard wrok neh akro gay to ap ko is main koi faida enh hoga is liye is main hard work zaroori
                  • #69 Collapse

                    gee han hame hamesha hardwork karte rehna chahie kun ke hardwork se ham apni manzil par zaroor poanchte hain or hame lalach nahi karna chahie
                    • #70 Collapse

                      hard is the key to success in all fields of life. you don't have to take any short cut if you put in all your hard work and efforts. it is better to go slowly in the right path rather than taking a short cut which will lead you to a greater loss
                      • #71 Collapse

                        humen chahiye k ham aek aim set kar len aur usay target bana kar mehnat k sath kam karen to phir hum ek achi achivement hasel ker saken gay aur ham kamyab ho jayen gay is buisness mein
                        • #72 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Abid Habib پيغام ديکھيے
                          yaar mere khayaal may tou donun hi theek hay kyun kay jub hum forex trading pay kaam karten hain tou humein bht mehnat karni parti hay aur us kay saath saath humein sabar say bhi kaam karna parta hay
                          g haan mai totally agree karta hu ap se k forex business main hardwork key hai success ka agar hum hardwork karty hain toh hum is main acha kama payengy and apni life ko secure bana saky gey isliey hardwork kafi important hain
                          • #73 Collapse

                            both are good. there is no objection if you chhose one of them. but you have to decide that wht you have to do. if you will work too hard so you will reach the success soon
                            • #74 Collapse

                              forex market aik ese chez he k jis me both chezy lazmi he agr ap hard work kry gy to sath he agr ap slowly chly gy to ye bahot acha ho ga ap ke lye samj kr sek kr aor practice kr ke chalo gy to ap ko koe problem create nahe ho ga aor earning be best ho ge
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                g hn me aap ki baat se agree hn ager aap orex ko time do gy mins aap ls ko jitna zayda karo ge aap k kamyab hone k zayda imkan hn ager aap ls ko time nahe do ge to aap ls me lose karo ge ls liye aap ko ls me zayda se zayda tujrba hasil krna cahye tabi aap ls me kamyab ho skte hn

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X