Scalping Vs normal self trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Scalping Vs normal self trading
    short time me scalping trading acha result provide karti hey, magar new traders ko scalping trading risky ho sakta hay esy traders ko best attitude key sath normal trading hi karni chaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G han jnb aap nain bht achi baat batayi hai scalping aik barha risky kaam hai khaas tor pr jo naye trader hotay hain un k liye lehaza behtar hai k aap aik stregdy bana lain or us pr kaam karen or jub seekh jayen to scalping start kar dein
    • #3 Collapse

      scalping experienced traders k liye hai new log iss ko use na krein to hi behtr hai
      • #4 Collapse

        Dear jaha tak baat hai scalpers ki to ais mai ye hai k hum jab bhi kaam karty hai to hum ko ye pata hona chaye k hum kon se type k trader hai agar hum short term waly hai to humry tp bhi aus hisab se hony chaye jaisy ap ne scalpers ki baat ki hai ais mai risk to hota hai magar profit bhi kafi zayda hota hai.
        • #5 Collapse

          bhai mera khyal hai k cslpning main trdaing karna new trdaor k liye sahi hai os main bhi risk kam he hota hai aghr tu normal trdaing ki bat ki jay tu wo bhi new trdaor k liye sahi hai maghr os k bad new trdaor ko chahye k agla step scalpning main trading karen yah donu trdaing types new trdaor k liye best hai en main risk kam se akm hota hai
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Forex trading business mein scalping k liye knewledge aur experience ki zaroorat hoti hy agr knewledge aur experience acha ho ga tab hi scalping kar k profit earn kar saktay han aur agr knewledge aur experience nhi ho ga tu scalping nhi karni cahaiye kiok is se loss bhi buht ziada ho jata hy aur new trader ko scalping nhi karna cahaiye

            اب آن لائن

            Working...
            X