Everybody should be educated in Forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #466 Collapse

    Har kisi ka forex trading main edycated hona lazmi nahi. Us banda ko trading ka bara main knowledge ho net pkg ho aor baqi wo easily apni trading ko effective kar sakta ha. Ic ka lia kisi limited eduuaction ya study ke zqrorat nahi hay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #467 Collapse

      sir g first tu ma ye kaho ga k ye business karna k liya education hona zarori hai kiun k agar koi education k without es business ko karye ga tu business us ki sam ma he nai aye ga.
      • #468 Collapse

        yes agar hr koi forex main aducated to ye forex trading business k leye bohat he acha hai kun k aducation ki wjha sy apko trading me kafi zeada asani hoti hai aur hum achy sy market ko samajh paty hain or ye understand ker paty hain k iss market ki complications kea hain aor iss me hume kiss style sy work krna chaeye jo earning k leye best ho
        • #469 Collapse

          Assalaam o alaikum ye concept galat hai k tamam traders ko educated hona chahiye trading mein balke chahiye ye hai k trade k baare mein samajh rakhta ho ,Sawaal ye k kaise samajh rakhe ga wo aisa k Demo par trading karke trade lagana seekhe and analasys aur new ko samjhna seekhe then seekhne k baad wo iss qaabil hojata hai k trading kar sakta hai.
          • #470 Collapse

            education ki itni ehmeyat nae hai bus hmain itna knowledge hona chahye trading main k hum esko smjh k profit earn kr skain q k yahan bohat sy uneducated log hain jo k bohat profit earn kr rhy hain
            • #471 Collapse

              g han bilkul mein ap ki is bat sy agree karta hn k education ki bohat value hy kyun k education hi hy jo ap ko successful banati hy kyun k education k bagair ap kuch nhi kar sakty
              • #472 Collapse

                Han mayn aap ki bat say etfaq karta hon K Forex trading mai kam karnay sai pelay Trading k mutaliq education zaroori hay. Es liay Forex par trading say pehlay es ka knowledge hasil karain Aur es k liay behtar hay k Demo account per kam kar k Trading kay tamam treeqaikar ko seek kar Trading karayn to achha Profit gain kia ja sakta hai.
                • #473 Collapse

                  education forex trade ka first part hain forex main jo trade educated hain wo he forex main earn ker sakta hain education ka bina humare laye forex main earn karna mushkal ho ga kyon ka hum pher market sa earn nahi ker paye gaye ache education sa hum acha forex main earn ker sakte hain
                  • #474 Collapse

                    i will agree with you that education bhot ihmeyat rakte hai forex pe se ap log kafi ziada asaani aur achay se market ko sumjh payain gay
                    • #475 Collapse

                      Yes my dear friend I agree with you that education is now become very necessary for surviving on earth if you are uneducated you can not understand forex and trading is impossible for you and if you are little bit educated this thing is also can be dangerous for a person
                      • #476 Collapse

                        dekhay sir forex main well educated person ki tu baat hi alaag hai but hum aisa bhi nahin keh saktay kay jo kum educated person hain forexmain kuch gain nahin kar saktay forex main koi high figh education ki zaroorat nahin hoti is liyay yahan per har koi kam kar sakta hai
                        • #477 Collapse

                          I agree with you, if everyone will get education in Forex trading market then everyone can easily get success in Forex trading market and everyone can be able to make money with Forex trading market.
                          • #478 Collapse

                            well my dear friend, aap nay theek kaha hai kay humein educated hona chaheay aur ye bohat achi baat hai lekin Forex trading aik aesa online business hai jiss mein humein ziada koi educated aur kisi degree ki requirement nahi parti hai, koi abhi able aur talented aur quick learner iss mein apnay hard work say successful ho sakta hai...
                            • #479 Collapse

                              main yahan new hoon aur merey khayal main forex kay andar apki education matter nahi karti bus ye dekha jata hay kis kay pass ziyada skills aur knowledge hain aur ye sub apko practice sey milta hay apko chahiye demo pey ziyada sey ziada practice karo aur dekho aap kahan kia galti kartay ho
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #480 Collapse

                                forex trading main education hasil karna aur trade karna hi best method hai jis se forex business main success hasil hoti hai agar trading main success hasil karna hai to forex basics ko follow aur apney emotions par control karna aur bina greedy hovey trading karna chahye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X