Everybody should be educated in Forex
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #211 Collapse

    education to har aspect me zaroori ha,lekin agar koi itna educated nai ha lekin us ko computer ki know how ho to wo forex ko use kar sakta ha lekin agar nai ha to phir education must ha.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #212 Collapse

      ASSALAM!
      haan gee bilkul mein aapki baat sey sehmat hoon key forex key bussiness ko samjhney key liye educaation bohat zaroori hai warna agar koi uneducated person trading karey ga tou pehle tou woh demo account hi nahi istemal kar paye ga aur real trading mein tou pakka nuksaan uthaye ga.
      • #213 Collapse

        dear brother new trader ko educate hona lazimi he or educate ke sath sath use forex ke use karne ka experience bhi hona chaiye.'';
        • #214 Collapse

          bhai forex trading men ager kamyaab hona he to iske lye experience or knowledge ka hona bohat zaruri he ager experience nahe hoga to ap kabhi bhi achi trading nahe ker sakhte ..
          • #215 Collapse

            forex ki taleem hum ko zror am karni chahye aur yha pay forex ko samjh kar he karna chahye k kesay hum is cheez ko kar sake gay aur samjh sake gay yehi cheez ko kar k dekh sakty hain.
            • #216 Collapse

              yes as we all know that education is very much essential.. so a trader, if he really want to be successful he must be educated, because education is indeed very important, and to work on Forex, it is very very necessary to be educated first...
              • #217 Collapse

                Forex trading me pary likhy insan he trading ker sakty hen un-educated banda es business me enter he nai ho sakta. Education say he ap agay kamyab hen begar study kay ap es business me chal be nai sakty ur kamyabi tu dor ki bat hai .
                • #218 Collapse

                  dekhain ye bat to sahi hai k forex mein kam karnay k liay basic educaon ki zarooat hoti hai jesay k ek trader ko read karna ana chahyay or likhna ana chahyay.wo cheezon ko samajh sakta ho lekin forex mein ksiee special degree ki zarurat nahi houti.
                  • #219 Collapse

                    G han dear yeh bilkul sahi baat ki hai ap ny forex trading mai agar hum successful hona chhaty hai to humain is mai na sirf knowledge hona chahye blky humain financially educated b hona chhaye q k jo log knowledge rakhty hain but financially week hoty hain un ka yahan survive karna mushkil hai
                    • #220 Collapse

                      bhai jaan ye to hai jo new forex mein aaye usko educated hona chaiye taake wo aram se understand kr sake k logon k sath kis trhan behave krna cahiye is se uski trading skill improve hon gi aur wo ziada successful ban sakenge.
                      • #221 Collapse

                        g bhai men apki bat se totly agreed ho ham ager ilm hoga to he ham acha work kr skte ha otherwise ham kuch nahe kr skte
                        • #222 Collapse

                          nahe ji yah lazmi nahe hai yaha per aisa nahe hota hai yaha per sub kam kar saktai hai aram say per ap k bas itni education hone chyah k ap ko pata ho k posting kaisay kartai hai or ap ko trading kaisay karni hai ya ana chayha ap ko yaha per........
                          • #223 Collapse

                            education mushkil nhi ay iss mein is ki education mere khiyal se tuh sab hi k pas honi zaroori hay lekin ye expensive bhut hay mein ye recommend karunga k parhai ko churu is mien paisa invest karo aysh karo
                            • #224 Collapse

                              Assalam o alikum dear friends mere khyl se forex me education ke ni balke knowledge or experience ke zarurat he gis ke pas ye hen wo easily forex traing kr sakta he or apne lia easily money earn kr sakte hen.....................
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #225 Collapse

                                my dear friend forex trading ke oliey education bahot zarori hay . hum me jitna ziada tallent hoga forex otna hee hamare liye asan hoga.hame chahiye ke hu motna he uducation kare jis se hum ko forex me kuch na kuch asani ho . hame trading ke sath sath study bee karna chahiye .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X