sab say best indicator of mt4

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    sab say best indicator of mt4
    waisy to bahot say indicators hain mt4 k balky hazaron ki tadad men hain aur bahot say traders indicators use b lazmi karty hain mgr sab say best aur simple RSI indicators hae aur agr aap sirf issi py hi trading karty rahen to b apki trading profit men rahy gi q k ismen simply 2 levels bany hoty hain nichy 20 ka aur oopar 80 ka to jab markeet 80 py jaey to sell kardo aur jab 20 py aey to buy kardo. simple is that.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yes bahi ap ki bat theahk hai RSI best indicator hai laken jo ap bat kr rahain hain asa week mai ak dafa hota hai warna tu ya center mai hi rahta hai jis ki waja s trade jum jab lagatain hai tu loss hota hai kiun ka is ki movement samaj nahi ati opr ya necha kara gi
    • #3 Collapse

      Dear Rsi ki baat kary to ye acha indicator hai magar ais ka result acha ap ko tab milta hai jab market range mai hoti hai kun k jab market trend mai hoti hai to aus time ap ko ye acha result ni deta aor ap aus time rsi par kabi trade mat kary jab trend mai market ho to.
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Rafiullah Khan Niazi پيغام ديکھيے
        waisy to bahot say indicators hain mt4 k balky hazaron ki tadad men hain aur bahot say traders indicators use b lazmi karty hain mgr sab say best aur simple RSI indicators hae aur agr aap sirf issi py hi trading karty rahen to b apki trading profit men rahy gi q k ismen simply 2 levels bany hoty hain nichy 20 ka aur oopar 80 ka to jab markeet 80 py jaey to sell kardo aur jab 20 py aey to buy kardo. simple is that.
        forex traing market main jitny bhi indicators kam kr rahay hain sabhi bohat best hain laikin mere khayal main insta forex ki mt4 ki app main jo analysis diye gy hoty hain wo bohat best hoty hain or un pai trading kr k ham aram sy profit bna skty hain
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Rafiullah Khan Niazi پيغام ديکھيے
          waisy to bahot say indicators hain mt4 k balky hazaron ki tadad men hain aur bahot say traders indicators use b lazmi karty hain mgr sab say best aur simple RSI indicators hae aur agr aap sirf issi py hi trading karty rahen to b apki trading profit men rahy gi q k ismen simply 2 levels bany hoty hain nichy 20 ka aur oopar 80 ka to jab markeet 80 py jaey to sell kardo aur jab 20 py aey to buy kardo. simple is that.
          Forex trading market Mein jitne bhi indicators kaam kar rahe hain Sab Hi bahut best hai aur grievance abhi ke results bhi thik Aate Hain lekin Arasi Forex trading Mein sabse accha indicator hai
          FRD 07 TRADING JOURNAL
          • #6 Collapse

            G han ap ki bat bilkul theek hay forex trading main acha profit hasil karne k liay boht zarori hay k hum ache indicators ka istamal kary aur mujhe sab se best indicator rsi lagta hay main khud bhi is indicator par kaam karti hu ye boht best indicator hay ap ko bhi ye indicator zaror istmal karna cahiay is se ap ko market movement samjhne main boht asani ho gi
            • #7 Collapse

              Indicators ko follow kr k forex trading main trading krna aik ahsan qadam hy per is k liy ap ko chahiy k ap indicator ko use krna aat ho kio k wesy to ap ko poori dunia main bahut ziada indicator milain gy trading k liy per unko use krny sy hi ap ko forex trading main earning ho gi aur Rsi bilkul kamyab indicator hy hmko is ko bi zaroor follw krna chahiy
              • #8 Collapse

                Ap nay bahat achi bat share ki hai jis se kafi logon ka faida ho ga .Wesay bhi agr MT4 ko hi dekha jay tu is main bahat asan option hein jin ki madad se trading asan ho jati hai aur in ko smjhna bahat hi asan hota ha yeh sb sekhny wale per depend karta hai ke wo kitni tawajo se is ko sekhta hai
                • #9 Collapse

                  bhai ap ki trading indicators k baray mn aor mt4 indicators k baray mn bahut achi information hai aor RSI indicator bahut ziada simple aor bahut asan hai khas kr new trader k liay RSI indicator py analysis aor trading bahut asan hai aor smpile hai
                  • #10 Collapse

                    jahan tk mera opinion ha to hmen indicators pe fully trust nhi krna chahye aur jo bt apny btai ha k simply judge RSI to ismein kisi hadd tk wazan ha.lekin ispy bhi ham fully trust nhi krty.hmen successful trading k liye technical aur fundamental analysis pe focus krna chahye.keun k indicator ki nisbat ye analysis hmen zyda faida dety hen.
                    • #11 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Rafiullah Khan Niazi پيغام ديکھيے
                      waisy to bahot say indicators hain mt4 k balky hazaron ki tadad men hain aur bahot say traders indicators use b lazmi karty hain mgr sab say best aur simple RSI indicators hae aur agr aap sirf issi py hi trading karty rahen to b apki trading profit men rahy gi q k ismen simply 2 levels bany hoty hain nichy 20 ka aur oopar 80 ka to jab markeet 80 py jaey to sell kardo aur jab 20 py aey to buy kardo. simple is that.
                      RSI indicator k bary mai main ny bhi bohat sun rakha hy waisy mai ny kabhi bhi rsi ko istimaal ni kia hy mai to sirf or sirf chart ko read kar k hi apni trade laga laita hoon itna kabhi ni gehrai mai gya
                      • #12 Collapse

                        han je bilkul me ap k sath agree krta hu me bhi rsi ko he recommand krta hu or me khud personally bhi esko use krta hu ye bht he acha indicator hai agar hume eska sahe se istemal krna ajaye to
                        • #13 Collapse

                          meray exprience kay mutabik best indicator of forex ha wo expontional moving averages ha ku kay yeh market kay trend ko bohat zada achay way me batata ha or jaldi trend ki change honay wali condition ko b control karta ha is kay sath ap macd ko use karay ap kay profit me beenteha izafa ho ga ap ka rewrd b acha ho ga ap ko consistent profit kay sath trades milay gi jo kay apkay capital ko increase karay gay short time me
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Assalam o Alikum friends forex may best indecator i think moving average aur rsi hain es k combination k sath hum acha profit book kar saktin hain.ager hum en dono indecator ko use kar kay trade karty hain to ek acha profit book kar kain hain..Zay dono boaht he useful indecator hain .

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X