forum ka kisi member ka account banned krna!
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forum ka kisi member ka account banned krna!
    Forum ko chahiy k ghalti ki noyyiat ko dekhty huy warn kren aor agar wohi mistake repeat ho tab account bann kren, jb'ky forum ka rule ye he k pehly account bann kr dia jata he bad me trader ko pata chalta he k uska to account bann ho chuka he.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear jab hum forum par kaam karty hai to hum ko ye pata hona chaye k forum k rules kai hai aor ais par kaam kaisy karna hai agar hum forum k rules ko torty hai to aus ki waja se humra account bann hota hai kai dafa ye hota hai k log posts copy paste karty hai jis ki waja se account bann ho jaty hai ais liay kisi ki bhi post ko copy na kary.
    • #3 Collapse

      dear galti se bachny k lye zarori hy k apko trading ka knowledge ho agar apki training sahe ki gai hy to apko koi problem nhe ho ga betar hy ap expert se attach rahen taky new rules and ragulation ka bhi apko pata ho aur situation account banned tak na ponchy.agar ho b jy to ap us ko reopen kar saken.
      • #4 Collapse

        dear kabi kabi hota hai k ap ki ghalti pe ap ka account kch din k liye block kar diya jata hai lekin phr b ap ko bari ghalti karte ho jo system detect kar le tu ap ko nhn chorta ap ko phr life time k liye banned kar diya jata hai aur start mai mere sath 2 3 dafa ye system ho chuka hai es liye ap ko aaysa nhn karna cahiye...
        • #5 Collapse

          main ap ko beta doo k jab forex forum ki trf sy mokamml rules aur regulations mojood hain to ham ko un sary rules ko bi to follow krna chahiy na kio k agar ham rules ko follow ni karain gy to ham loss main hon gy to is liy koi gila hamko forum sy ni krna Chahiy ham apni hi mistake sy hi apna nuqsan krty hain
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: waheedakbarkhan پيغام ديکھيے
            Forum ko chahiy k ghalti ki noyyiat ko dekhty huy warn kren aor agar wohi mistake repeat ho tab account bann kren, jb'ky forum ka rule ye he k pehly account bann kr dia jata he bad me trader ko pata chalta he k uska to account bann ho chuka he.
            Mere bhai forum walon ny pehle he bataya hoa hai k agar kisi member ki posts fazool hoin ya phr aik ip address pai ziada accpUKnts use kiye gay to un ka forex forum ka accpunt bna batay he ban kr dia jai ga is liye hamain khud sy he ahtiyat sy kam krna chaye
            FRD 07 TRADING JOURNAL

            اب آن لائن

            Working...
            X