Baz log trading ko farad koun smjhty hein?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Baz log trading ko farad koun smjhty hein?
    Log apni km aqali aur knowledge km hony ki wjh se aisa khayal karte hein aur aisa kehna bilkul bewaqoofi hai koun ke trading aik real business hai aur is main kisi kisam ka koi farad nai hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Saabjee پيغام ديکھيے
    Log apni km aqali aur knowledge km hony ki wjh se aisa khayal karte hein aur aisa kehna bilkul bewaqoofi hai koun ke trading aik real business hai aur is main kisi kisam ka koi farad nai hai
    Baz log trading ko fazol is lya smjty ha kau ky in logo ko trading ka ilm nhi hota laken jb wo log trading start krta ha or un ko is ki smj a jti ha to work log bi interested hoty ha trading ma
    Removed by Moderator.
    • #3 Collapse

      G dear asal mai baat ye hai k log jab ais market mai kaam karty hai to aun ko agar loss ho jaye to wo ye hi kehty hai k ais market mai kabi faida ni hota magar asal baat ye hai k log ais market mai kaam karty hai aor sekhy baghair start kr dety hai jis ki waja se loss ho jata hai.
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Saabjee پيغام ديکھيے
        Log apni km aqali aur knowledge km hony ki wjh se aisa khayal karte hein aur aisa kehna bilkul bewaqoofi hai koun ke trading aik real business hai aur is main kisi kisam ka koi farad nai hai
        baaz log trading ko fraud is liye smjhty hain q k un logo ny bohat sy loser traders sy suna hota hai k trading main sirf loss he hota hai jis wja sy logon k mind main trading sy related ghalt batain ati hai or wo forex trading ko ghalat smjhty hain
        • #5 Collapse

          bilkul mery dost forex trading main koi faraud ni hy yeh aik international business hy aur is waja sy yeh business poori dunia main zor o shor sy jari hy aur hr aay din is main ziada sy ziada log joining kr rahy hain aur is k elawa ap koi aur online business ko ly lo un main bahut ziada dhoka hy to is liy forex trading ka business sab sy best hy
          • #6 Collapse

            Dear trading ko woi log fraud kehte hain jo es ka hisaa nhn hain ap ko chaiye k es business mai pehel aain es ko check karain aur phr apni raye dain aur mai on sab logn se b yehi kahon jo ayse logon ki baton mai aate hain k ap es mai seekh aur smjh ta k ap ko acha faida hasil ho jaye aur ap acha earn karo aur jaise jaise ap mehnat karo gy ap ko acha faida ho ga...
            • #7 Collapse

              trading ko fazool samjhnaaa bilkul bewaqoofi hai yeh buht hi profit making business hai
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Saabjee پيغام ديکھيے
                Log apni km aqali aur knowledge km hony ki wjh se aisa khayal karte hein aur aisa kehna bilkul bewaqoofi hai koun ke trading aik real business hai aur is main kisi kisam ka koi farad nai hai
                Bhai jo loog trading ko farad samajhty hain woh loog ya to bewakoof hoty hain jin ko ilam ni iski ehmiat ka ya to phir woh log kisi ki taraf sy galat motivated huye hoty hain
                • #9 Collapse

                  Ap agar koe kam karo wo ap k faidy mn a jaye toh apko acha lagta hai lakin agar os sy apko nuqsan hony lag jaye toh wo loss mn chla jata hai bilkul ise trha jo log learn kar k forex trading krty hain un k lye acha hai aur jo loss kar jaty hain apny he knowledge ki kami sy wo isy fruad smjhty hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    han je mene akser dekha hai k jo log forex ko sahe se sekh kr or samjh kr ni krte hain to wo es system me fail hojate hain or us k bad wo apnay loss k bad yahe kehte hain k forex 1 fraud hai es se dua rehne ki salah dete hain layken ye baat bilkul ghalat hai forex 1 bht he acha business hai es se hum apni life badal skte hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X