Rat ko market fast koun hoti hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Rat ko market fast koun hoti hai?
    Din ki nisbat rat ko market is ley fast hoti hai koun ke us waqat ahista ahista market close hona shru ho jati hein jis ki wjh se open market per load brh jata hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bhai market man kafi bank subah 1st time close hoty hain is luy o's time market slow hoti hai hir country k banks ki timing defiant hoti hai jasy jasy bank close hoty jaty hain to market slow hoti jati hai or jb bank open hoty jaty hain to market fast hoti jati hai
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Riaz600 پيغام ديکھيے
      Din ki nisbat rat ko market is ley fast hoti hai koun ke us waqat ahista ahista market close hona shru ho jati hein jis ki wjh se open market per load brh jata hai
      Well hamen strategy to lazmi hi banani chahiye agar ham bagair strategy k forex trading men challen ge to iss se hamen loss k chance ziada honge isliye hamen strategy bna kr hi chalna Chahiye ta k ham apni trades ko maintain kr paen stargteis k liye zaruri hai k trading pe mehnat krni chahiye tab hi ham aik better strategy bna paen ge
      Removed by Moderator.
      • #4 Collapse

        assalam.o.alaikum to all members. raat mah forex market ka tez hona ki bari waja market ka 4 session hain jin mah usa wala session sab sa tez hota ha ya session newyork time ka matbiq shrow hota ha jo ka pak mah raat ka time hota ha almost magrib sa phla shro ho jata ha phir raat 1 baja tak movement hoti rahti ha. ur koi waja nahi ha bas market ke sessson par nazr rakho...
        • #5 Collapse

          es fourm k zyada tar member rat ko jab free hoty hen to trading karty he aur market men bhi tezi aa jati he.rat ki nisbat din ko marke slow rahti he aur rat 12 k bad bhi slow ho jati he.evening time zyada members active hoty he.
          • #6 Collapse

            Rat ko Markeet taiz hony ke kafi reasons hain no 1 ye k akhrai session hota a aur hr Koi us Time free hota a to trading Karna chata a secondly Markeet close ka time b qreeb horas is waja se b Markeet m tazi Ha jati a
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Riaz600 پيغام ديکھيے
              Din ki nisbat rat ko market is ley fast hoti hai koun ke us waqat ahista ahista market close hona shru ho jati hein jis ki wjh se open market per load brh jata hai
              Dear ye bat nahe ha. Market sham ko ya raat ko es ly tez hoti ha k us time new york session chal raha hota ha. Aur new york aur london session jab overlap karty hain to us time market bhe bht zayda tez hoti ha. Esi ly aap thora timing aur news ko note karo.
              • #8 Collapse

                Dear baat ya hay instaforex trading aak international trading hain ya sirf pakistan main he nahi chal rahi hoti hay bulkay puri dyuna main iss per kam ho raha hota hay jab pakistan main din hota hay tu pakistan k time k matabic bhot kam log markit use kar rahay hotay hain jab ka amercia england aur dosaray baray country main jab din hota hay wahan per markit open hoti hay us time pakistan main raat hoti hay iss laya raat ko markit taaz hoti hay
                • #9 Collapse

                  yar forex market main 4 time sessions hoty hain Sydney,Tokyo,London, New York or ya sub news time pr kam kr ty hain subha k time sydeny or din main tokyo or london news sessions hoty hain jab rat ka time start hota hai to sub sy last sessions dollar ka hota hai jo new york market hoti hai is wajha sy aksar rat main dollar waly pairs ki market boht tazz hoti hai ya he wajha hai k ya news ko log rat main zayda follow kr ty hain is liya market tazz hoti hai.
                  • #10 Collapse

                    Ser market advocate fast Hoti Hai Din Ho Ya Raat Ho Jab Tak news Na Ho Usko Kab Tak market solo Rehti Hai Jab news aati hai to market ki moment jyada ho jati hai aur woh fast ho jati hai to aap ko yeh dekhna hai ke market Mein movement kis taraf se hai aur trade baad mein Lagaye
                    ALWAYS BE HAPPY
                    • #11 Collapse

                      Friend din me b market often time fast ho jati hai or baki me apse agree kerta hun often times raat me market fast milti hai or is ki waja yeh hai meri thinking me k mostly traders trading market me ker rahe hote hain jin ki waja se market fast ho jati hai jaise market closing day friday ko fast ho jati hai isi terha raat me farak perta hai.
                      • #12 Collapse

                        yeh aap ki apni perception ho skti hai baki mujy faraq nahi laga
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Riaz600 پيغام ديکھيے
                          Din ki nisbat rat ko market is ley fast hoti hai koun ke us waqat ahista ahista market close hona shru ho jati hein jis ki wjh se open market per load brh jata hai
                          Bhai mai bhi kuch aosa hi sochta hu aur mera jahan tak khial hy market k close hony sy pehly pehly unho ny subah tak ki moment karni hoti hy aur yeh waqt bohat hi serious hota hy trade k liye isliye rat ko muhtaat hokar trade kia karien

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X