Posts per bonus ka na milna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Posts per bonus ka na milna
    Aksar dost bahut zayada posts kartay hain lakin unhain bonus bahut kam milta hai aur aisa iss lye hota hai kay aap kay replies forex kay related nahin hotay ya aap ki post forex forum rules ko follow nahin karti iss lye unn ki forum per rating down hoti hai aur uss ka bonus nahin milta
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Posts per bonus ka na milna

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
    Aksar dost bahut zayada posts kartay hain lakin unhain bonus bahut kam milta hai aur aisa iss lye hota hai kay aap kay replies forex kay related nahin hotay ya aap ki post forex forum rules ko follow nahin karti iss lye unn ki forum per rating down hoti hai aur uss ka bonus nahin milta
    Post per aaapki qaulity hogee to bonus aapko har halaat mn milegaaa just aapko Kwality share karna hoga Agar quality Hogi to hi aap ko post Achcha bonus Milega aur vaise bhi mostly member high quality share Nahin Karte lekin kaam bahut acche se karte hain aur FIR Kahate Hain Ki Hamen bonus nahin mila unke Sabse Badi mistake yahi hota hai ki vah Apne post Mein quality Nahin dete agar aap ki quality Hogi to hi aapko accha bonus Milega Chahe aapke post bahut hi kam ho Chahe vikray 50 + post Hoon ...
    Visit My Profile
    • #3 Collapse

      Re: Posts per bonus ka na milna

      Friends oer post Jo bonus hai woh depend karta hai hamari quality par depend hame chahiey keh ziada ziada mehnat kare.
      PRACTICE MAKES MAN PERFECT
      • #4 Collapse

        Re: Posts per bonus ka na milna

        Ji ap ki bat theek ha. Darasal akser member's forum ke rules ko read hi nahi kerty aur repeated threads ya phr fazool threads kerty rehty haen jin se un ki mehnat waste hoti rehti hai. Humaen quantity ki bajaye quality pe focus kerna chahye.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Posts per bonus ka na milna

          G hn bilkul ap ny thk kaha ha aksar log posts bht zyada krty hn lekin unko bonus bht kam milta ha uski wja ya to post ki quality ka na hona ha jis sy unko bonus kam milta ha ya phr wo aisi post krty hn jo k bht short hoti ha jis mn forum k bary mn koi bt nhe ki jati ha ya phr thread k repeat hony ki wja sy wo delete ho jati hn to is trah sy unka bonus nhe milta ha is lye hmen chahye k hum mehnat sy kam kren posting to kr lety hn lekin agr quality wise kren to uska hmen acha bonus mil skta ha time to wasy dono py lgta ha lekin quality wali post ka hi faida milta ha

          اب آن لائن

          Working...
          X