In forex learn first and earn later

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #256 Collapse

    G han app ki baa tse me agree karta hn hmen forex ko phely achi tarah learn karna chahye or phr bad me hmen forex me earning karni chahye kyun k ye aik asa business ha jis me hm achi learning jb tk nahi karen gyn tb tk is business me earning nahi kar sakyn gyn
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #257 Collapse

      is mai jub bhi hum kaam karin an janb...or is mai leran kar k baad mai hi khuch na kchuh karna cahye jnab...wesay is mai kaam kar k kafi mza bhi ajta hay jnab
         
      • #258 Collapse

        well said dear , ap ko yehi karnaw he ,well , demo account ke naam se hi ap ko samjh janaw chahiye ye ap ko practice k liye hotaw he , ap 2 se 3 month is mein practice karte ho , or phir ap real account mein ate ho jo asal trading he phir wahan se ap profit or loss ke taraf jateho ...;)
        • #259 Collapse

          haan g bilkul forex main sab se pehla kam learning ka hi hai qun kay is kay bagher ap trading nhen ker sakte ar ager ker bhi li to apki tmam trade loss main chali jaegi qun kay is ko handle sirf wahi log ker sakte hain jin kay pas is ka experience or knowledge dono hai.
          • #260 Collapse

            Yes this is a very badic rule for forec that first u learn then layer u earn,to follow this rule trader hs to bear a less loss bcz learni.g process will gve u alot of new ways and techniques which uses in forex...
            • #261 Collapse

              g aap ki bat builkul teak hay agar hum pahlay forex ko sikh lain or phr bad may earning ka sochain tu yahi bahtar hay or esitarha sya hum forex may achay trader ban saktay hain
              • #262 Collapse

                forex ko mein learn karta hn and forex aik aisa business hai jo aap ki life change kar deta hai aur yeh life change kar danay wala business hai only is business ko start karnay sy phlay is business ko samjay pir is ki practice kary yeh aap ky liye sahi hai is tarah aap is business mein success hasil kar saktay hain.
                • #263 Collapse

                  forex ko learn karo pehly phir earning hogi aur ap forex par demo account par practice kar kay ziyada say ziyada experience hasil karay kiyon kay yeh bahot important hay then ham forex say achi earning kar sakay gayn mein forex ko bahot pasand karta hon kiyon kay yeh aik lifetime business hay .
                  • #264 Collapse

                    Assalam o alaekum mery pyary bhai jaan kia haal hain ap k? Forex ma pehly trading seekhni chaye, ap phlay demo account learn karo gay skills develop karo gay aur achy techcinal analysis sa ap easily profti bana sakty hai, r phr enjoy kro gy
                    • #265 Collapse

                      g han bilkul forex me 1st learning hi karni chaye earning to kesi time b app kar sakty ho learn most hay forex me es k baghir ham successful nahi ho sakty
                      • #266 Collapse

                        forex ko learn karna first he and then earning hogi aur forex aik easy business hai aur forex mei sab sy ziyda important yeh hai ky is business ko kasey handle kary aap ko money management aur planning is mein karni parti hai aur greedy nai karni parti tab aap success ho saktay hain.
                        • #267 Collapse

                          Forex main learning boht zarori hy qk ksi bhi kam k lie learning boht zarori hy.koi bhi kam krny se pehly hmain learna krna parta hy tab ja k hum earning start krty hn ,forex main ap jitna learn kren gy ap k lie best ho ga aur ap k experience bhi improve ho ga ap achy trader ban k profit kama sakty hn.
                          • #268 Collapse

                            han forex ko ap learn pehle karen us ke bad earn karen gen to ap ko is main faida ho ga yeh bohat hi successful work hai aur bohat best hai sub logon ke liye
                            • #269 Collapse

                              Yes dear app ne sahi kaha ha me app ki is baat se agree karta hn hmen is business me phely learning karni chahye tb hi hm is business me achi earning kar paty hain kyun k bgair learning kabhi is business me achi earning nahi kar paty haain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #270 Collapse

                                G han app ne sahi kaha ha ye aik asa business ha jis me hmen phely learning karni chahye phr earning karni chahye kyun k ye aik asa business ha jis me hmen achi learning se hi hmen is business me achi earning hoti ha or success ho paty hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X