Forex trading mein kamyabi kay rules
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading mein kamyabi kay rules
    1. Market her waqt apna trend change karti rehti hai iss lye iss ko samajhna bahut zaroori hai.2. Kuch newbies aik hi direction mein trade lagatay hain jab kay profit up aur down dono mein hasil kya ja sakta hai aur trend ki direction mein trade bahut profit deti hai.3. Demo account banain aur uss se learn karna bahut zaroori hai aur uss per apni strategies ko test karain.4. Bahut se companies software sell karti jo kay trend kay baray mein batati hain unhain bilkul use na karain aur apni strategy per kaam karain.5. Trading aik stressful work hai iss lye rest bhi bahut zarrori hai aur emotional trading se aap ghalt trade open kar saktay hain iss lye apnay emotions ko control mein rakhain aur cool and calm reh kar apnay goals hasil karain.6. Forex market twenty-four hours a day open hoti hai tou iss ka yeh matlab nahin kay aap her waqt trading karain balkay apnay knowledge kay mutabiq apni strategies ko analyze karain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Very good post. apne apni post me kafi achi information share ki hai jis pe amal ker k achi trading ki ja sakti hai. apki information se knowledge me kafi izafa hoa hai.
    • #3 Collapse

      Forex trading ma kmyabi ky rules jo ap ny share kya hain ma aoki bat sy agreed hun dear forex risky business hai is ma huge risk hai aor isko manage krna zra bhi mushkil nhi hai forex trading ma achi planning bhi kam ati hai sbro tahamul bhi kam hai aor knowledge aor experience bhi ka ata hai
      • #4 Collapse

        G bahi u say right i agree with u ap na bohot zabardast information shair ki hai analysis hemsha kudh s krna ki kohshih karain loss ho tabi tu ap sekhain gain hum dosron pr ahnasar krta hain jis ki waja s hum kabi bi acha trader nahi ban sakta or loss ka samana krna parta hai tu kkhud s sekhain jo bi sekhna analysis stretagy khud karain
        • #5 Collapse

          Forex trading main kamyab hony ke liy kai factor hn ke jin per amal ker ke hum profit bna sakty hn, subh se pehly apny strategy bnain kisi aur ki strategy per amal na kren, demo per market ki movement ko check krty rahin aur demo hi se different currency pair ki movement ko janchty rahin apny analys report bnain, emotional na hon greed se bachin laluch na kren yahi subh khush kamyabi ka raz hy
          • #6 Collapse

            Bhai is main bohat se success hasil krne k rule hein hume is main sabar k aath ur bhagir lalch se kam krna chaiye ye hamre kiye important hai ur demo account main daily practice krni chaiye
            • #7 Collapse

              good post ,is tarha ki post sy he sub treaders apni apni information shear krty hn or is sy dusryoo ko bohet help milti hy.or isi information ko use kr hum log hr tread my profit earn kr sakty hn.or treading sekhny k liay ik acha teacher ho na chahey .
              • #8 Collapse

                slam g ap nay bilkul boht hi achi information di ha main ap ki bat say agree hun agr hm in tmamm bato ka khyal rakhy gay to waqi main hm aik kamyab trader bn sktay ha is business main ap ko planning kay sath kam krna parta ha aur hmary pas kafi experince ka knowledge ka hona boht zrori ha hmay apny mind ko fresh rakh kay trading krni chahye aur loss ki surat main apnay emothion ko kabu main rakhna chaye ap nay jo bai batay share ki ha waqi hm in pr amal kr lay to hmay kafi faida ho ga
                • #9 Collapse

                  forex trading main kamyab hony k liy aik to ap ko chahiy k ap ziada sy ziada demo account p practices kr k experience hasil krna aik ahm khoobi hy aur is k elawa ap apni trading ko kamyab kr sakty ho k ap trend k follow kr k trade open kia kro aur kabi bi greedy ho k trading ni kro aur jazbati pan khatm kr k trading krni chahiy
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
                    1. Market her waqt apna trend change karti rehti hai iss lye iss ko samajhna bahut zaroori hai.2. Kuch newbies aik hi direction mein trade lagatay hain jab kay profit up aur down dono mein hasil kya ja sakta hai aur trend ki direction mein trade bahut profit deti hai.3. Demo account banain aur uss se learn karna bahut zaroori hai aur uss per apni strategies ko test karain.4. Bahut se companies software sell karti jo kay trend kay baray mein batati hain unhain bilkul use na karain aur apni strategy per kaam karain.5. Trading aik stressful work hai iss lye rest bhi bahut zarrori hai aur emotional trading se aap ghalt trade open kar saktay hain iss lye apnay emotions ko control mein rakhain aur cool and calm reh kar apnay goals hasil karain.6. Forex market twenty-four hours a day open hoti hai tou iss ka yeh matlab nahin kay aap her waqt trading karain balkay apnay knowledge kay mutabiq apni strategies ko analyze karain.
                    Gar ham forex trading main successful hona chahty hain to us k liye zroori hai k ham jab bhi trade krain to us sy pehle trading k liye proper plan bna kr trade krain agar traders bna planing k trading krain g4th to wo profit nahi bna skain gy
                    FRD 07 TRADING JOURNAL
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Dear apne boht he achi aur informative post share ki hai har trader ko chaiye k trading mai mehnat k sath he aaye aur sab se pehle proper guideline le aur smjhe es business ko ta k jab wo es business mai aaye tu kabi b loss ki waja se apni investment ko waste na kare jo k wo bari he mushkil se jama kar k es business mai lagata hai agar aysa hua tu es ka koi faida nhn ho ga...

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X