Kia hum forex trading profession ko apna future bna sakty hn

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia hum forex trading profession ko apna future bna sakty hn
    Dear forum members forex trading aik worldwide aur profitable business hy kia hum forex ko as a permanent job ya apna future bna sakty hn, khush log jo expert hn wo to forex se billion earn ker rahy hn kia subh log itna hi earn ker sakty hn
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Jnb meray khiyal k mutabiq maarkeet kisi ki sagi ni hai behtar yeahi hai k aap is pr zida inhisar nan karo or apna koi side buisness jaari rakho lakin yeah bhi aik acha buisness hai is say aap itna kama saktay ho jitna aap kaafi saal tak kisi or buisness say ni kama saktay zarorat hai to sirf experience or knowledge ki
    • #3 Collapse

      Bhai un sy guidelines leny ma koi muAiqa to nhi lkn dear ap apna future sirf sor sirf khud ki trading tricks strategic planning aor independently decision taking py he kr skty ho forex trading ma kisi ky uoer depend kety raho gay to kch bhi nhi sekh gg behtr hai khud kari trading sekhoyy
      • #4 Collapse

        G bahi forex ak zbardasr busniss hai or is ko hum sekh kr apna future bi bana sakta hain ap is s acha kahsa earn kr ka apni life set kr saktain hain laken is ko sekhna lazmi hai guest s kam nahi chalta ka kabi kabi profit ho jata hai tuka lagana s laken alsar loss hota hai is lia agr ap is pr apna future depend krta hain tu is ko sekhna ki koshish karain
        • #5 Collapse

          G han bilkal hum is is mn professional ban sakte hein aram se agr hum is main menat k aath kam krein tu hume hum is main apna future set ke sakte hein
          • #6 Collapse

            forex ko professional business kay hisaab se ap lay sakty hain is kay liey ap ko bohat zada mehnat karni ho gi
            kuch point ha forex ko professionnal business kay liey
            1.. ap pehlay no par 6 month demo trading karay agr ap success hoty to theek nehi to real investment na karay
            2.. demo success kay bad real account kholay or trading karay
            3.. ap aisi stragety rakhay jo ap ki persnal life kay hisaab se ho
            4.. apny ap ko trading kay doraan streess me na rakhay
            5.. over trading na karay
            6. apnay target kay hisab se chalay
            agr yeh sub khoobian ap apnay andar rakh sakty hain to ap forex ko professional business kay hisaab se lay kar kamyaab ho sakty hain
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Agar aap poori lagan ke sath aur mehnat kartay hoay is profession ko apna future banana chahtay hain tu is se achaa koi aur business hai hi nahi kiunke is business ke zarie aap jaldi karor pati ban saktay hain aur investment bhi ziada laganay ki zrurat nahi hoti jable doosray business main jab tak aap karoro ki investment nahi kartay aap ka business kamyab nahi hota.

              اب آن لائن

              Working...
              X