Stop the Mistakes

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    jiss ko b kaam ko karna hai us ko zrori hai k wo yaha pay zyada ghaltiyan na kare jiss sayu wo kaam ko kar le aru aap ko chahye k wo yaha pay is kaam ko kare aur wo kaam ko samjh sake.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      g han hum chahiy ky hum is mistek ka pura khayal rakhin or phir hum trad ko open kaerin is sy hum ko kafi fada ho ha loss sy bachin gy or is min hum tardig kar ty waqt in sub baton ka khayl ra khna hy tabi hm loss sy bach sakty hin
      • #33 Collapse

        ji ha bilkul aap nay sahi kaha hay kay aap ko chahiye kay pahlay markit ka jaiza lay our phir us ke baad aap trade lagaye ye na ho ke aap andazay say trade laga lay our market aap ke mukhalif jale jaye our aap ka nuqsan ho jaye is lye aap ko chahiye kay trading pahlay kuch website ka visit karay phir trade karay.
        • #34 Collapse

          ye jo aap ne thread mai topic highlights kiye hai basically ye rules hai trading ke basic rules hai.trading mai hamesha in sub cheezo ko dekhte hoe trading mai enter hona chaiye is se hut ker kerengay tou loss hojayega.
          • #35 Collapse

            Yes right if we want to get the success in the forex then we have to stop the big mistakes then we can expect to earn anything from it, we just need to concentrate on our knowledge and then on our capital to make the best profit, and to protect us from great loss.
            • #36 Collapse

              mistakes insaan se hi hoti hai is mai koi galt bath nai hai ku k insaan apni mistakes se hi sekhta or samjta hai mgr mistakes ko stop bhi karna chaye wrna bht heavy loss ko face karna parh sakta hai forex mai bhi is bath ka khayal rakha jae.
              • #37 Collapse

                Agr hum trading k andar mistaes krty rahy to is smain hamein he nuksan hai aur is smain hamary account ko he loss hoga , Forex sb sy best businss hai
                • #38 Collapse

                  ji han bilkul apnay thek kaha hai bht achay point btain hain apnay agr hum in sb mistakes ka hamesha khayal rakhain to kbhi loss bhi ni hoga aur hum in mistakes ko easily dor kr saktay hain is k lye thodi mehnat lagaigi..........lekn ap isay dor kr saktay hain hamain trade open krnay se pehlay bht si bato ka khayal rakhna chahiye.....
                  • #39 Collapse

                    the mistakes are a mater to avoid. and you will have to know your strength and weakness also so that you can take a decision with the perfect expertise and the major profit making factor will help you to become successful trader. thank you.
                    • #40 Collapse

                      g bhai ap ne thek kaha hai ye wo mistakes hain jo bht se traders krty hain ap ny is k baray mein information di hai well thanks for this mein bhi koshsih yhe krta hoon k mistakes na krun aur ache trading krun hr waqt loss na ho.
                      • #41 Collapse

                        g ap is me jitna time spend karen ge apki mistakes recover hoti rahenge or ap is me acha experience hasil kar sakte hain ye ak best online job hai sab klea.
                        • #42 Collapse

                          Misakes ko bar bar repeat karne ke bajae aap ko chahiye ke ye sochen ke ye galti aap se kyun ho rai hai aur is se kaise bacha jaye, aap ne bht achi thread share k hai ye sb ke bht kaam aaye gi
                          • #43 Collapse

                            very nice sharing for newbiews dekhiye ye buhat hi achi aur choti lekin bardi bardi aham batien share ki hai mere bhai nd ye buhat hi basic mistake karte hai ham aksar shuru mai to keep your mind positive in this business..
                            • #44 Collapse

                              dear brother assalam o alaikum ji hn ye baat sahe hai ke ap ko forex mein success hone ke liye mistakes ko stop karna parhta hai or mistakes se bhe sabak seekhna parhta hai wrna agar ap mistakes karte raho0 ge to ap ko loss ho jae ga or ap fail ho jao ge forex trading mein
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                forex mai trader hamisha koshish karthy hai k apny past mistake ko repeat nahi kary forex mai hamy apny mistake sy lesson lyna chahye kiu agar ap mistake py mistake karthy rahengy tho fforex mai loss boht hoga so aviod mistake or don't repeat mistake.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X