Shadow ya swing
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Shadow ya swing
    • Shadow ya swing aik he cheez hay
    • Candle kay upar aur nechy kay shadow trading session kay bary main aham maloomat fraham karty hay
    • Upar waly shadows high session ko zahir karty hay aur nechy waly shadow low session ko zhir karty hay
    • Lambi shadow zahir karti hay keh es time frame main bohat kam trading hoi hay aur open close area medood rahi hay
    • Agar upar wali shadow lambi hay aur nechy wali choti hay to eska matlab hay keh es time frame main buy ka rujhan ziada raha selling bhi hoi hay magar kam
    • Agar nechy wali shadow lambhi hay aur upar choti shadow hay to es ka matlab hay keh es time frame main sell ka rujhan ziada raha buying bhi hoi hay magar kam

    Click image for larger version

Name:	shadow.jpg
Views:	2
Size:	9.4 کلوبائٹ
ID:	12461890
    Last edited by ; 15-07-2018, 10:39 PM.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    is thread main shadow ya swing kay bary main pocha gaya hay shadow ya swing aik hi cheez kehlati hay is main koi kahasa frak to nai hota hay shadow agr market main candle show hoti hay is main trading session kay bary main kahse maloomat ko fraham karti hay or oper or nichy do shadow ban sakti hay
    • #3 Collapse

      This is the best post. bhai jan aap nay buht achi tarah cheezun ko explain kiya hai. Keep up the good work
      • #4 Collapse

        shadow ya swing ye dono aik hi cheez hoti hay ye aik hi name hota hay is main agr kam karna hay to is main learning kar kay achy say kam karna ho ga jab ye line bnti hay to shadow kehlwati hay har candle kay sath aik shadow zror hoti hay ziada information ho gi to hi trade main kam karna humary liye kafi asan ho sakta hay
        ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
        • #5 Collapse

          candles kay bry main agr bat karty hain to is main aik aspect or b hay jis ko hum discuss karty hain wo ye hota hay kay shadow ya swing is main shadow ya sing kehna aik hi bat hoti hay ye candle kay sath aik line hoti hay jo kay sohow hoti hay is ko shadow b bola jata hay ya is ko swing b kaha jata hay
          • #6 Collapse

            Good bro aisee chezen share karty raha karen kyo k aisa hota hy k kabhi kabhar market bullish angle ya bearish angle k hisab sy move karta hy tou kafi brake hota hy market mein aur ye pin bars yahee show karti hain
            • #7 Collapse

              g bhai ap ny boht achi post ki hai or ap ny jo post main hmain shadow ki information di hai os se hmain sani se pata chal rha hai k hmain market main kis trah trading kar skty hain or hmain apni trdaing main jo order lagna hai wo buy ka lgna hai yah k sell main lgani hai jub shadowmain line choti hoti hai tu hmain buy karna chahye jub lambhi tu sell
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                bhai apki post boht achi hai forex trdaing main jo swing hota hai soy shadow bhi kaha jaat hai es liye hmain yah market main hony waly trend k bary main babaty hain k z se hum apni trdaing karty hain es liye hmain es ka use kar k trdaing karni chahaye ta k hum achi trah apni trading kar saken

                اب آن لائن

                Working...
                X