successful trading without signals and indicators;:;:"

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    successful trading without signals and indicators;:;:"
    salam brothers m ne dekha ha k forex m aik aisa group bhi ha jo kisi bhi signal aur indicator ko follow kiye bghair trade krta ha.aur ismein kisi had tk wo successful bhi hen.iski kia wjha ha???mery khyal m ye bhi aik stretgy ha k signals aur indicator ko follow kiye bghair trade ki jae.iska treeqa ye hota ha k ap choti se choti lot size pe trade kren.aisa krny se apko markit ki movement aur trend ka pta chal jaega.isky bad ap bri lots ka use kren ge to markit ki picture apky samny hogi aur successful trading kren ge.wesy ye triqa itna trustable bhi nhi ha.yad rkhen ye triqa maximum scalper log use krty hen.jb k expert log hmesha analysis pe depend krty hen.ap logon ka kia khyal ha????
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bahi ap teahk kah rahin hain laken ya tareeqa atna useful nahi hai is ka lia ap ko analysis lazmi karain ya ap ka experience lazmi hona chaya tab hi ap ake acha trader ban saka gain jo tareqa ap na bataya hai os s 10 percent chance hai ap ka successful ho na or analysis ka sath chances zyda hain
    • #3 Collapse

      bhai apki bat aik trah se sahi hai laken yah bat bhi hmain mind main arklhan hoat hai k hmary bonus main yah lsos hony par minus ho styta hai q k jub hum ny indicators k bagir trdaing karni hai tu yah aik risky trdaing hai or hmain loss ho skat hai hum signals k gair tu achi trdaing kar skty hain aghr indicators k bagair hmari toky par he trdaing achi hos kti hai
      • #4 Collapse

        Dear bro without signle to hum trading ker sakty hn lkn ager without indicator kren ge to loss ke chances ziada hon ge, jaisa ke ap ne kaha ke shoty shoty trade lga ker market ki movement ko check kren aur phir badi lot laga ker trade open kren, ye bat ap ki thk hy lkn is ke liy ap ko pehly demo per long time ke liy practice kerna ho ge then ap real per trade kren
        • #5 Collapse

          g han bilkul without indicators signals key agar ham trading karty hey to hamara expernice market me etna zeyda hona chaye key hamy indicators aur signals ki zarorat na pardy,
          expert traders be indicators ko trading me use karna zarori samjty hey hamy be andazy se ya blind trading ki zarorat nahi hamy indicators ko use kar key follow karna chaye.
          • #6 Collapse

            Ghan ap ne theek kaha without indicator aur stretigh trading kara scalping kehlata hay aur ismain humaik time main profit tou hasil karte hay par humay loss bhi hota hay trading main humay ache analysis aur achi stretige ka hona zarori hay
            • #7 Collapse

              Dear friends, hamain market ko analyse kar k hi trading karni chaheay...agar ham market ko analyse keay bena trading karain gay to loss k chances bahut zeada hotay hn...so signals ko follow kar k trading karni chaheay na k tukkay pa..
              • #8 Collapse

                Best trader voe hota hai jo market ko apnay analysis say judge karta hai aur market main trading kay liye kisi signal ki bjae khud strategy apply karta hai ye expert trader ki or signals to just ideas hoty hain jin par log trust kar k loss kar dety hain to hmy is se avoid kar k khud trade karni chahiye...
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: samikhan2379 پيغام ديکھيے
                  salam brothers m ne dekha ha k forex m aik aisa group bhi ha jo kisi bhi signal aur indicator ko follow kiye bghair trade krta ha.aur ismein kisi had tk wo successful bhi hen.iski kia wjha ha???mery khyal m ye bhi aik stretgy ha k signals aur indicator ko follow kiye bghair trade ki jae.iska treeqa ye hota ha k ap choti se choti lot size pe trade kren.aisa krny se apko markit ki movement aur trend ka pta chal jaega.isky bad ap bri lots ka use kren ge to markit ki picture apky samny hogi aur successful trading kren ge.wesy ye triqa itna trustable bhi nhi ha.yad rkhen ye triqa maximum scalper log use krty hen.jb k expert log hmesha analysis pe depend krty hen.ap logon ka kia khyal ha????
                  agar traders hardworking k kam krain gy to wo forex trading main bna indictoars ko watch kiye or bna signals liye khud achy traders bn kr sachi trading kr skain gy or us k elawa long term trading bhi bohat achi kr sskqin gy
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    dusron kay signals ko follow keye bagair trades ki jaiyn dusron kay signals se trade lenay kay abd agar loss hojay aap ko recover karna mushkil hota hay aur ye kay indicators market ki direction ko clear kartay hain trend ko aap kaafi had tak indicators se check kartay ho
                    :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

                    PLEASE VISIT HERE

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X