Candle kya hoti hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Candle kya hoti hay
    • Candle main darj zail hisay hoty hay Open High Low Close
    • Har candle open say upar close ho to umoman khali hoti hay sufaid bhi ho sakti hay traders apni marzi say rang tabdeel kar sakty hay
    • Agar candle open say nechy close ho to bhri hoi hoti hay traders apni marzi kay mutabiq rang dai sakta hay
    • Candle kay bhry ya khali hissay ko real body ya sirf bodi kaha jata hay
    • Aksar candle ki body kay upar ya nechy lines banti hay enhain shadow kaha jata hay
    • Candle kay upar waly hisay ko High kaha jata hay
    • Candle kay nechy waly hissay ko Low kaha jata hay

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_4.jpg
Views:	1
Size:	19.5 کلوبائٹ
ID:	12461888
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Han mere bhai candle hamre liye bohat achi hoti hai agr hum is ko sahi fallow krna chaiye ye pin bar ko hume lazmi fallow krna chaiye ye hamre liye important hai
    • #3 Collapse

      candles main kafi maloomat hoti hay kun kay is kay banay par hi pta chlta hay is time market main kia condition chl rhi hay kun kay market main candle show hoti hay to is main trader order ko place karty hain magr candle kay sath is main line show hoti hay jis ko shadow bola jat a hay jo har candle main hota hay
      • #4 Collapse

        buht achi info bhai jan. Shukariya
        • #5 Collapse

          market main kam karny kay liye is kay bary main leraning karna hoti hay market main kay chart main candles hoti hay jis ko dykhty hoye traders kam karty hain agr candles bare hon to is main trader ki tadad ziada hoti hay candle market ki conditon kay bary main b kafi maloomat dyti hay jis say traders ki help hoti hay
          ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
          • #6 Collapse

            market main aik chart hota hay or har aik pair ka apna apna chart hota hay is main chart main kuch line ki tra tube ki tara kuch movement hoti hay jis ko candle bola jata hay is canlde main trade kay bary main har information hoti hay kay market main kis tara move hoa hay is main kita buyer or seller ka involve hoa hay
            • #7 Collapse

              Aslam o alikoum my dear brother aap nay kafi achay say candle ke detail batei hai es say phly mujhy es kay bar main ilam nhe tha basically candle hamain trading kay duran up and dawn ke position batati hai kay aap trade up pay krna chahaty hain ya low per y trader ke marzi hoti hai
              • #8 Collapse

                bhai ap ny boht achi post ki hai or main apki bat se garee hun forex trdaing main sub se zeori hmari apni leraning hai or jub hum achi laeraning karty hain tu os main hum apni trdaing main positive epmact hasil kar skty hain ess liye hmain chahye k hmain trdaing k liye candliistic ko bji nalsye karni ani chahye q k jub hum es ko dekh kar trdaing karty hain tu hmain acha profit mil skta hai
                • #9 Collapse

                  Sir bilkul ap ki information bilkul drust hay ye information bohut faida mand hay all new traders ko ye malom hona chahiye k candell asal mein hay kiya aur ye kiyon hay aur is ka kam kiya hay ye sab information all traders k liye faida deny wali hay
                  • #10 Collapse

                    market main j b movment hoti hay is main kuch candles show hoti hay jis kay bany ki wja market main hony wli chainging hoti is main boht c ups and down hoti hay jis say market main kafi log kamaty hain is main candles main kafi points hoty hain jaisy kay close high low open wgyara hota hay ye khud traders nay dykna hota ahy
                    • #11 Collapse

                      bhai ap ny boht achi post ki hai or ap ny candle chart k jitny hisy hoty hain un ko boht achi trah explain kiya hai jis se hum asani se maekt k close hony open hony or es k sath sath high or low hony se hum market ki condition ko chek kar skty hain es ko apni post se asani k sath ab chek kiya ja skat hai
                      • #12 Collapse

                        forex trdaig main jub bhi market main koi khas wahjah se movment hoti hai tu pher candles banti hain or candles main 4 hisy hoty hain jin ko hum anlyse kar k trdaing karty hain un main up down slow or fast hoty hain en main hmain nalyse kar k trdaing karni hoti hai jis ki wajah se hum trdaing kar paty hain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          chart men candles ka bhot ahm kirdar hota hy is liye hmen candles ki shapes ko achi trah learn kerna chaye ..a ger ham candle k pattren ko seehk lety hain to hmaen trading men kafi helpfull hota hy.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X