mistakes proof hey key ham expert traders nahi hey
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    mistakes proof hey key ham expert traders nahi hey
    Trading me mistakes es bat ko proof karty hey key ham more learning ki zarorat hay, koi be trader mistakes jan bohj kar nahi karta hay hamary kam knowledge aur expernice ki waja se hi ham se mistakes ho jati hay jes ki waja se hamy big loss ho jata hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
    Trading me mistakes es bat ko proof karty hey key ham more learning ki zarorat hay, koi be trader mistakes jan bohj kar nahi karta hay hamary kam knowledge aur expernice ki waja se hi ham se mistakes ho jati hay jes ki waja se hamy big loss ho jata hay.
    ye baat to apki bilkul thek hai ham trading krty hoy kafi mistake krty hain or market k trand or market ki news ko bna watch kiye he trade lga diaty hain jis ki wja sy hamain loss ho jata hai or ye cheez hamaray expert na honay ko zarhkir krti hai
    • #3 Collapse

      Mistake he se to hamen apni negligence ka pata chalta hai aur acha trader in mistakes pe jaldi qabo paney ki koshish kerta hai aur jald profit track pe aa jata hai aur Jo apni galtion ko solve ni kerta wo hameaha loss me rehta hai.
      • #4 Collapse

        Dear mistakes and wrong decisions are part of life and also part of trading. Jitna bhe aadmi perfect kun na ho us se mistake ho jaati hay lekin hamary basic rules agar sahe hon gy to mery khayal se phir hamko itna bara loss ya bari mushkil ka samna nahi karna pary ga. Es ly mistakes se seekhin aur patience se kaam len.
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
          Trading me mistakes es bat ko proof karty hey key ham more learning ki zarorat hay, koi be trader mistakes jan bohj kar nahi karta hay hamary kam knowledge aur expernice ki waja se hi ham se mistakes ho jati hay jes ki waja se hamy big loss ho jata hay.
          Traders jitny bhi hain kabhi na kabhi sab mistakes kr jatay hain laikin achy traders wo hoty hain jo apni mostakr dy bhi sari amount loss nahi krty hamain expert k sath sath acha trader bhi bnnana chaye
          FRD 07 TRADING JOURNAL
          • #6 Collapse

            mistake ka matlab he loss es trading men expert bhi loss kar jaty hen experience aur luck donu ki zarorat he loss bhi to trade ka hisa hy.aur agar mistake ho b jy to ye bhi ake experience hota hy
            • #7 Collapse

              yes app ki baat theek hai because koi bhe mistake wo hoti hai jo iak baar ho jes pay app apologies bhe karean our forex main to aik he din hum apologies kerty hain or next hour main ya next day main hum wohi mistake ker rahy hoty hain to us ko plz control krean gay to he forex main kamyaab ho pain gay
              • #8 Collapse

                Mistake zada tar beginner trader krtay hai. Likan agr hum mistake say learn krtay hai tou phr hum eds market mai expert trader ban sakty ho. Forex market mai expert trader banay kay lye es market ko under stand krna aur strategy bana bohat zaroori hai. Tou hum es market mai expert trader ban sakty ho.
                • #9 Collapse

                  market main kam karna hay to is main mistake to hi jati hay yani hay market main kabhi profit hoota ha or kabhi loss hota hay so humain apny loss ko recover karna ho ga or apni mistake ko b km karna ho ga kun kay mistake kay bgyr hum kuch nai sikh sakty hai or humain koi kahs maloomat b nai hasil ho sakti hay
                  ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                  • #10 Collapse

                    aik acha trdaor tab tak nahi ban pata hai jub tak wo apni galtiun se sikhta nahi hai or har trdaor ko chahye k apni mistyakes se koi na koi leraning karen or jub hmain loss hota hai tu es ka ayh mtalb nahi hota hai k hum kisi or ko balme kar den hmain apni leraning ki traf focus karna hota hai q k hmari har galti hmary liye koi na koi sabak de k jati hai
                    • #11 Collapse

                      Dear friends, forex ek business ha aur es main choti si ghalti bi loss ka sabab ban skti ha...hamain chaheay k ghalti se samajh jain k hamain learning ki zarurat ha..so hamain mazed learn karna chaheay ta k future koi mistake na ho and loss se bach daken.
                      • #12 Collapse

                        han g bhai jan hamaari har ghalti iss cheez ka proof hai k hum continuous learning phase mein hain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Dear bohat achee bat ki hy ap ny k koi bhee jan bojh k mistake nahi karta aur ye bhee sach hy k jo galti hum karty hain uska yahee matlab hota hy k abhi hamen aur time chahye learning k liye aur nehnat darkar hy kyo k jab hum expert trader ban jaen gy us time hum sy na hony k braber galtian ho gi tabhi hum kuch earn kar sakty hain forex sy

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X