forex trading main spread

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex trading main spread
    Assalam-o-Alikum!

    yar forex trading main jo USD currency pair hoty hain un ka spread kam hota hai jab k jin pairs k sath USD nhi hota un ka pairs ka spread zayda hor moving b kafi ajeeb hoti hai so asy pairs main kia trading kr ne chahy ?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: farhanshahali02 پيغام ديکھيے
    Assalam-o-Alikum!

    yar forex trading main jo USD currency pair hoty hain un ka spread kam hota hai jab k jin pairs k sath USD nhi hota un ka pairs ka spread zayda hor moving b kafi ajeeb hoti hai so asy pairs main kia trading kr ne chahy ?
    forex tradinng main bohat sy pairs or commodities main spread hoti hai or baaz main nahi hoti jin pairs ya commodities main spread nahi hoti us main brokers commission laity hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Bhai bohat sy pair hain jin mein ap trading kar sakty hain normally jis pair ki movement taiz hoti hy unka spread bhee ziada hota hy spread aik comission ki tarha hy jo broker ko milta hy aur jahan tak mera khayal hy trading us py karen jiska spread kam sy kam ho

      اب آن لائن

      Working...
      X