Learn then earn ka formula use karen.?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Learn then earn ka formula use karen.?
    Earning ki jaldi trader ko sekhny se marhala se doyr kar deti hai aur wo earning ki bajay loss ki tarf a jate hein tu is main sare ka sara qasoor trader ka apna hota hai jo learning complete keye baghir earning ka soch lety hein aur asi soch sara sal ahimqana hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Aik bat yad rakho forex trading aik aisa business hy k ap jitni ziada jaldi is main profit leny ki kro gy ap ko utna ziada loss ho ga to is liy ap sab sy pehly forex trading ko seekho aur seekhny k bad bahut sakoon sy is main trading kro aur profit leny ki koi jaldi ni kro ap ko aaram sy is main lazmi earning ho gi
    • #3 Collapse

      Forex main bna kuch sekhy trading karna apny ap ki sath bahat bari zaidti hai koun ke asi sorat main profit km aur loss zaida any ke imkan hoty hein. Learn process ko complete krna sb se pehla qadam hota hai jis ke bad har any wala qadam asan aur manzal ke qareeb hota chala jata hai. Basic business learning per kbi bhi compromise na karen baz okat profit hasil karny ki jaldi bna bnaya khail kharb kar deti hai
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Hassy2015 پيغام ديکھيے
        Earning ki jaldi trader ko sekhny se marhala se doyr kar deti hai aur wo earning ki bajay loss ki tarf a jate hein tu is main sare ka sara qasoor trader ka apna hota hai jo learning complete keye baghir earning ka soch lety hein aur asi soch sara sal ahimqana hai
        agar ham forex trading sy earning krna chahty hain to is k liye zroori hai k ham pehle forex trading ko learn krain is k bna ham forex trading main earning nahi kr skty forex trading main earning k liye learn krna bohat zroori hai
        • #5 Collapse

          Jesa k sab traders jantay hain k forex aik real business hai our us main wohi trader kamyaab hota hai jo us ko usi formula k thehit use krty hoey work kerta hai mean phelay learning kerta hai us ka demo main practice kar k tajarba hasil kerta hai our us k bad real account main trade start kerta hai to us ko kamyaabi milit hai
          • #6 Collapse

            Koi bh buisness ya work ho pehly us ko ager learn kia jai ya khush experience hasil kia jai phir hi hum us karobar ya buisness ko chla sakty hn ager hum short cut ke through work kren ge to phir hum philop hi hon ge, isi tara forex main bh phely learn kro phir trade keon ke forex koi easy work ni ke without learn join ker lain aur hum kamyab ho jain
            • #7 Collapse

              yes i am agree with you learning hum subko pehle krni chahe phir learning hogaye to earning krna humare lia bht he easy ho jata hai dosto bus sub kuch sochnay or samjhnay ka hota hai layken bus log yahan a kr dosre baray traders ko dekh kr ye sochtay hain hum beena learning kay he acha earn krlengay yahe unki subse bari ghalti hoti hai
              • #8 Collapse

                Forex market mai phely learning he krna hai. Ap jab forex market mai learning krtay ho tou ap market kay trend ko under stand krtay ho. Es say ap ka experience bhe zada hota hai, es kay bad ap forex market mai trade kr sakty ho. Jab ap ksy pass knowl;edge hota hai tou es kay bad ap es market mai target ko bhe set kr sakty ho.
                • #9 Collapse

                  G forex trading business ki learning zaroori hy forex trading business ki learning ho gi tu hum forex trading business ko samjh kar kar saktay han new trader forex trading business ko learn kartay nhi aur real account mein trading kartay han js se loss ho jata hy aur wo trading chor daity han agr hum trading ko learn kar k karain tu earning khud hi ho jati hy forex trading business ko learning kar k hi karna cahaiye
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    dear main bhi hamaisha say apni har post,threads main yahi baat kehta hoon k hamain sab say pehlay learn karna chaye aur us k baad hamari earning automatic hogi aur jub tak ham sab yeh formulla nai apnaiyengay tab tak hamain ksi bhi surat main kamyabi nai mil sakti hay jo log apna kaam hamisha k liye propper earning main laina chahtay hain wo hamaisha say pehlay learning kartay hain us k baad unki hamisha k liye earning hoti hay.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X