95% of traders loose money
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    Kya large investment se profit margin barh jata hai
    Mujhe aap sab forex traders se aik simple sa sawal puchna hai k kya forex main bari se bari raqam invest ker k profit ka margin utna hi zyada ho jata hai or kam se kam raqam se profit ka margin bohat low ho jata hai ya nah
    ye to sab ko pata he come inwestmes se profet kam or zyada se zyada profet
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      How to learn Forex trading
      salam dosto
      kya mje koe bta sakta ha hum Forex k bary me kahan se learn kar sakty hain jo hamain help kary????
      demo account se mje to kuch samj nae a raha..... koe e-book ya tutorial hain kisi k pas to share kar dain plzzzzz
      jab ap logu demo account samhj nahi aa raha he to hum jese metric eale kya karin ge
       
      • #78 Collapse

        je han dosto bilkul drust kaha hay apnay kay 95% trader loss uthatay han laikin 5% jo traders han woh kon log hay woh aisa kya kartay han jis ki waja say woh log profit earn kartay han may samajhta hon kay wohi log kamyab hotay han jo mahnat kartay han or knlowledge rakhtay han or experience hasil katay han wohi trading may successful hotay han
        • #79 Collapse

          well ji haan ap ney ahi sunna hai is k barey main k forex busniess main almost 95%log jo hain wo lose kar rahy hain wo isliye k unhoney kloi knowledge nahi hasil ki hotyi hai bas trad karne lagty hai tukka maar ko jo k loss main change hota hai isliye humein chayeh k phely forex business ki knowlwdge gain kar uss k baad hi main traidng start kary..
          • #80 Collapse

            as we all know that trading aik risky business hai is liye trading mien loss kl chances bhi profit k equal hote hain or sometimes profit se zada jb lack of learning or lack of knowledge is mien shamil ho jata hai or may be yehi waja hai k zada tar loss ki tadad hai people ki..
            • #81 Collapse

              dear forex mai loss hota hai aur mere khyal mai ye ratio jo aap ne bataya hai ghalat hai .... 95% loss to buhat zyada hai ...es mai to buhat log successful hoye hai aur achi earning kar rahe hai
              • #82 Collapse

                G zyada tur log loss uthaty hai is liay kay wo zyada profit kmany kay chakkar main zyada investment kar daty hain.Ye ak risky business hay jis main hum nahe janty kb market hmari favour main jay ge.Hmain is kay liay pahlay plaining karni chaye taky loss km say km ho...
                 
                • #83 Collapse

                  ji ah bhi ji 95% trader is kaia ndr money loss kur jat hai us ki problem yae hai kia yae log deo kaia ndr kam nahi krty ur sirf real kaia ndr doirect kamkrty ha jins ai mponey loss ho jaty hai
                  • #84 Collapse

                    han ji ye % sai hai ke 95 % log loss karwate hain but is main se bht sare log bad main success bhi hote hain aur bht sare log success nahi hote hain aur bht sare log forex trading ke business ko chor dete hain but jo success hote hain wo apni gultiyon ki analysis karte hain aur nahi karte analysis wo just loss karwate hain
                    • #85 Collapse

                      Most of people loose their money due to lack of knowledge,planing,strategy.We should do our work with consistent and with full concentration.We loose our money because we do trade without understanding
                       
                      • #86 Collapse

                        g dost apne bohat hi achi baat ki hai aur main ap ke bat se garee krta hon g han bbai jan 95% log loss he kar baethty han q k on k pas trading ka best knowlige nahanhota or on ko is business ka expernce to bilkul mnaha hota tab he wo loss ke trf jaty han yad rahy ye bohat hi risky business hai.
                        • #87 Collapse

                          Nhi bro g apki bat wrong h k jab b ap kse essy traders se mlain jo k acha trader hoga wo zaror kuch na kuch ap se chpa rha hoga jo cheez usko.nhi b ati na wo b usko atii he ho ge ye to pki bat ha ...
                          • #88 Collapse

                            Jee bhai jan apki bat bilkul thek hai k 95% log forex trading mein loss kar dety hain lekin meray khayal se is ki sab se bari waja traders ka lalacg aur jald bazi hain aur agar ye lalach aur jald bazi chor dein to insha allah ho jayen gay.
                            • #89 Collapse

                              yes bro ap ki baat bhee thek hoo ge kyun keh kafi loog is business mein aa ker loss kertay hian waja keh wo loog forex trading ki traning nahi lay ker atay na un k pass itne practice hoti hai keh wo real account mein aa ker trading kerain bs wo direct real account pay atay hian aur loss ker datay hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                ji han bohut se logon ki speed bhut slow hone per who is kam ko choor dete hain who sochte hain ke who ni ker sakte kiya jinhon ne is ko bnaya hai un ki speed shorose to teez ni thi bad main who bhi expert ban gye ager ap bhi kam kerte hain to apbhi kamyab ho sakte hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X