daily box indicator zaroor use karren

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    daily box indicator zaroor use karren
    dear members ik laptop k mt4 k oopar daily box k name say ik indicator hae wo aap lazmi use karren q k uska ye faida hae k aap ky pas H4 and below charts ki candles ki movement ka daily ka ik box ban k aa jaey ga aur us box ka ye faida hae k aap ik nazzar men dekhty hi jan jain gy k markeet ka trend kaisa hae aur bahot hi acha aur simple indicator hae.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yes bro ye indicator main nay pehly b suna hua hae aur ye price action k liay use hota hae isky ilawa b aisy indicators use karny chaeay jo simple hon aur jarnal malumaat dety hon na k selling buying k signal dety hon ye daily box b gunrel type ka indicator hae.
    • #3 Collapse

      Bhai jan ma ny to kabi laptop sy trading nai ke is liye ma ny is ko istamal nai kia bahar jis tarah ap bata rahya hen to ye bara zabardast option hy and is ka idtamal hamry loye kafi helpfull ho sakta hy lakin masla ye hy k is ko istamal karny k liye ap k pas laptop hona chaye
      • #4 Collapse

        apki bt thk ha mt4 m daily box ka jo indicator ha usmein hnen H4 ki candle se kafi help milti ha aur trend ka bhi pta chlta ha lekin ye sirf wo log use kr skty hen jo laptop pe trading krty hon.jo log mobile p trading krty hen wo D1 chart aur RSI se bhi help le skty hen.
        • #5 Collapse

          Yes of course daily hamain box laga kar check karna chiay kay kay market ka us waqat behavior kia tha forex trading main aap ko pata hona chiay kay market ka behaviour Dekh Kar Agar market Jahan parenting behaviour Shor Kare Wahan ke upar box Lagaye aur uske baad Agar indicator ka jo ban raha ho support and resistance area uske upar Hame chahiye ke apne bonus account se indicator ki Upar strength Dekhkar trading Karni chahiye Hame Apne instaforex bonus account se Kakinada bonus profit earn karne ka mauka Milega liya Humne box indication Jo Ek drawing tool Hai rectangular drawing tool isko zarur use karna chahiye Kya kehe Ek Niranjan Barkat ke liye Hota Hai
          • #6 Collapse

            dear main abi tak to mobile p forex trading krta hon per ap k is threads jo k aik achi information mujy mili hy main aj hi sy laptop p trading ki try kroo ga kio k ap ki bat theek hy k laptop p trading mobile ki nisbat ziada kamyab rehti hy aur bahut ziada function jo k mobile main ni hain wo laptop main mojood hain
            • #7 Collapse

              g bhai k bat bilkul sahe hai k hamen mt4 k oper banany waly indicator ko zarur use krna chahy aor hamen as box mn h4 aor d1 k chart sy kisi bhe pair ki moment k baray achi trah andaza ho sukta hai.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                jab hum trade karty hain to is main indicators ko use kar kay kam karty hain to kam karna kafi asan ho sakta hay hard work karna ho ga jis ki help say market ana humary liye asan ho sakta hay demo ka use karna ho ga ta kay trade kary kay liye humain asani ho sakay is main news ko follow kar kay kam karna ho ga

                اب آن لائن

                Working...
                X