pakistan forex forum ki trf say ab weekly bonus dia jiay ga.
dosto ap ki is bary main kia riay hai kay ye ik ashi cheez hai ye monthly bonus vala kaam zada behter tha?
meri is bary main ye riay kay is weekly bonus option say zada ashy say humy balance milta hai bonus ki surat main jis say hamary liay trading ko krna zada asan ho jata hai or sub say zada agar hamari koi b trade jo kay loss main hai or balance kum hony ki vaja say is ki margin call nazdeek hai or oper say is main naya bonus a jany say ye account ki safety line zada ho jati hai or humy is trade say market kay wapis any say profit mil saqta hai

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим