How to get rid of loss?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1351 Collapse

    ASSALAM O ALAIKUM ///////////
    bhi aggar ap lalach chor den to loss nai ho ga bhi jan insta forex bara zabardast online bussiness hai ye saray online jobs se behter hai i love this
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1352 Collapse

      daikhain hamain forex main loss se worry honey ki zroorat nahe hai. q k forex main hamain agr loss hota hai to hamain apni stratigy ko change karna ho ga . taky ham next loss se bach sakain. further ham loss se learn karty hai profit se nahe
      • #1353 Collapse

        is say rid hasil nahi kai ja skata hay jnab,,kioun k ye iak bohat he uljha hua kaam hay otr is main loss khud ba khdu hi ho jata hay jnab,,
         
        • #1354 Collapse

          My dear friends forex trading market main loss se bachane ke liye most important ha ke app forex main greed karna chor din. or forex main kisi bhi trading main jald bazi bilkul na karin. or proper planing se trading karin.
          • #1355 Collapse

            Forex market main loss se bachne ke liye humin chahiye ke hum pehle forex ke bare main proper information lin or phir ic main proper practice karin or greed / emotions ko control kar ke trading karin.
            • #1356 Collapse

              ap forex mein kabhi bhi completely loss ko nahi ignore kar sakte han ap is mein losses ko minimize zaroor kar sakte hain aur unko manage zaroor kar sakte hain,aur kamiyab trader wo hi hai jo losses ko minimize karke inko apne profits se adjust karta hai.
              • #1357 Collapse

                Assalam-O-Alaikum han jii bhai jan ap ney ye bohat he achi bat ki hey key ager hum laluch me na paren aur jald bazi na karen aur patience sey kam len to hum ko kabhi be forex trading me loss na ho aur hum aik acha trader bn saktey hen.
                • #1358 Collapse

                  ge patren b sehi hota he is ke hesab se b trading krni chye is ke elawa aap ko indycator se b maded leni chye in ka b kafi faida hota he
                  • #1359 Collapse

                    ham jab learn karen ge or sath sath ham practce karen ge toh phr hamare knowledge me acha fida ho ga or ham phr achi eanring karne ke able ho jayn ge jis se phr hamare lie kamyaabi se work karna be boht asaan o ga or ham earning karen ge or greed se bachen ge yhi best he
                    • #1360 Collapse

                      We can get rid of loss if we follow these things
                      1. Always use sl and tp
                      2. Minimum lot size for small capital
                      3. Get latest news
                      • #1361 Collapse

                        Dear... A ak acca post he.... he hamlog forex market threading may loss ko rid karne ke liye indicator use kar sakta he.
                        • #1362 Collapse

                          ji mein yehi kahun ga yeh kam mein nay sy pehly ap ko yeh kam krna chaheay demo py seekhna chaheay phr es mein paisay lagen
                          • #1363 Collapse

                            gee bro forex main lose karnay sy bachana ha to is mai jo chezain smjh di hain ap nay woh good hain un say bach kr trading krna ha aor jab aisi chezain sath laga kr kam krain gy to loss lazmi ata ha aor greed ko aor emotion ko remove krain
                            • #1364 Collapse

                              loss kam karne ke lye aap ko trading hamesha soch smajh kar karni chahiye kiun ke jald bazi em faisla karne se bhi ham ko losses hote hain is business me is lye mujhe lagta hai ke ham ko strategies ke hisab se he is me chalna pare ga .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1365 Collapse

                                forex trading mein loss ko kbi b 100 percent khatam nhi kiya ja skta mgr is py control zaruur paya ja skta ha. or ye control ek trader bar bar practice krny se hi hasil kr pata ha. is k ilawa or koi b hal nhi ha forex trading mein loss se chutkara pany ka.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X