Forex martket risky nahi bulkay risk aap khud increase kartay hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex martket risky nahi bulkay risk aap khud increase kartay hain
    Dear kafi traders ye kaitay hain kay forex Trading aik risky business hai or is main profit ki bjay loss zada logon ko hota hai.
    meray nasdeek risk lot size increase karnay say zada hota hai or risk ko kam karnay kay laiaylot size account balance kay hisab say rakhain.
    Or secondly market trend main trade lagain .na kay market sat fight kartay rahain.apna loss kar kar kay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Agree kron ga apki bat sy aisa he hai actually hu jub trading ka sochty hain to sochty he chly jaty hain aor ohr hum us waqat entry krty hain jub humen kgta hai ab koi risk nhi hai lkn hume pta hona chye har news ka asar instant nehi hota hai
    • #3 Collapse

      slaam to all members.. mah jo is ka lyia mean lot size ka lyia stretegy apnata hon wo boht kamyab ha wo ya ha ka mah na kabi be lot size 0.1 sa zyida nahi lagyia iyk to bouns account ka leverage boht kam hain jo ka sirf 1:50 ha jis ka waja sa agr ko lot loss mah ja rahi ho tu bari lot ki waja sa ur kam leverage ka hona sa mah ur trade nahi lga skta is lyia mera account wah ho jye ga..
      • #4 Collapse

        jab ap zyada amount ki lot slect karo gy to ye risky ho jy gi aur market k ups and down ka pata nhe hota.eslye hamesha lot apny ballance k mutabik slect karen taky marke oppose direction men chali b jy to sirf loss ho account wash na ho.
        • #5 Collapse

          Dear main ap ki bat se agree ni hon ke forex trading aik risky buisness ni hy, mairy khayal main dunia main koi aisa perfect trader ni hy jis ko kabhi loss na hova ho to phir ye kehna ke forex ko hum khud risky bnaty hn ye absolutely wrong bat hy, thk hy ke analysis ke through trading result bh asha hota hy lkn sometime market ult chalty hy jis se bahut bahut ziada traders ko huge loss hota hy
          • #6 Collapse

            G han ap ne boht achi bat ki hay agar hum forex market ki samjh kar kare tou hum kabhi bhi zada loss nai kar sakte hay aesa un logon k sath hota ha jo markek k against trading karte hay aur ya zada profit k chakar main lot size ko increase karte hay aur loss bhi zada utgate hain jab k humay aesa nai karna cahiay baljy apne account k hisab se lot size rakhna cahiay
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: safi0334 پيغام ديکھيے
              Dear kafi traders ye kaitay hain kay forex Trading aik risky business hai or is main profit ki bjay loss zada logon ko hota hai.
              meray nasdeek risk lot size increase karnay say zada hota hai or risk ko kam karnay kay laiaylot size account balance kay hisab say rakhain.
              Or secondly market trend main trade lagain .na kay market sat fight kartay rahain.apna loss kar kar kay.
              bhai mera Toh Yeh Mana Hai Ke Jab Tak Hum Forex trading mai risk nahi Lenge tab tak Hum Kamyab nahi ho sakte big risk means big profit isliye thoda bahut tourist Lena Jaroori hai agar Hum Risk Hai Nahi Lenge Toh Hum Itna Jyada profit nahi bana Sakenge
              • #8 Collapse

                Yes of course Forex trading is risky business nahi hai bol ke hum khud hi Apna resque calculate Karke threading Karte Hain isliye Hame chahiye ke unjabi trading kare Apne Forex account mein Jaoge Hamara instaforex call account toh Hame chahiye ke Hamesha lot size calculated logo Is Tarah Hamara instaforex login bonus account Ek Pravas Nahi Aur dusra Verma ki tomorrow industry Chala Jaye Kisi ki pareshani nahi hogi Oracle 419 bonus accounts a psychological factors greed and fear excalibur Apne instaforex bonus account se bonus profit earning Karenge
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Forex martket risky nahi bulkay risk aap khud increase kartay hain

                  g ha ap bilkul thik keh rahy hy forex buhat acha bisiness hy agar ham is men mehnat se kaam kary gy to hamy koi loos nahi hoga forex ka bisiness hamary liye risky nahi hota ballke risk ham khud increase karty hy or phir hamy buhat pareshani hoti hy isi liye hamy mehnet se kaam karna chjahiye ta k profite hasil ho saky

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X