robot users:

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    robot users:
    Mera tamam robot users se question he keya waqyi tobot trading me helpful hen ? Ap hmen robot use krny ka mashwara den gy ya manah kren gy? Please comment
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear remote Forex trading mein foreign aap ko pata hona chahiye K reboot AksarHume losses date Hain aur ISC board trading karne ke liye Hame Chahiye Hota Hai Ki Humara capital Kafi Zyada Bada Hoon Ja Tu Hamara bonus account creamin 5000 US dollar ya phir Hamari real investment instaforex mein 6000 to 10000 US dollar ke barabar Ho uske baad Hai Hum achi trading kar sakte hain lekin aap ko pata hona chahiye trading Karte HainApne Apne analysis acche Rakhna chahiye aur secondly Humne dusron ki taraf nahi dekhna chahiye Agar analysis acche Lage toh hone ke upar bhi trading kar leni chahiye Apne instaforex bonus account
    • #3 Collapse

      Dear bro ye fact aur reality hy ke ager robot se trading 100% correct hoty to phir tamam traders robot se hi trading kerty na hi analysis kia jata aur na news ko read kia jata phir to trade bahut hi easy hoty, keon ke robot na hi analysis ker sakta hy aur na hi news ko daikh ker trade lagata hy is liy robot trade hamin hamesha loss ki taraf lay jaty hy
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: waheedakbarkhan پيغام ديکھيے
        Mera tamam robot users se question he keya waqyi tobot trading me helpful hen ? Ap hmen robot use krny ka mashwara den gy ya manah kren gy? Please comment
        Bhai mai to robot ko use nahi kar raha hu par haan hamary bohat sary members robot ko istimaal kar rahay hain aur unka opinion jo mai ny sunn fakaha hy yeh hy k kuch robots by kaar hain aur kuch bohat axhy hain
        • #5 Collapse

          Dear brother, main yah kahon ga k robot users ko chaheay k woh aisa na karen..es se un ko loss aa skta ha..jb tk ham khud market ko analyse karnay k kabel nai hn gay tb tk ham dosro pa dependent rahen gay...so hamen hamain chaheay k khud zeada se zeada trade lagana sekhain.
          • #6 Collapse

            honestly humein robots ka use kam se kam krna chahye aur agr na krein to hi behtr hai. humein apni strategy py rely krna chahye hamesha aur apnay experience se hi trading krni chahye.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Mera nai khyal k humay robot se trading krni cahiay kiu k jo trading hum khud kar sakte hain wo robot nai kar sakta hum market k ups and downs ko dekh kar apni lot closs bhi kar sakte hain par robot oar aesa nai ho sakta robot auto trading karta hay aur us main humay loss zada bhi ho sakta hay

              اب آن لائن

              Working...
              X