Trading main mistakes say humean loss hota hai to un say bachain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading main mistakes say humean loss hota hai to un say bachain
    Koi bhe mistake forex main hona ya life k kisi bhe kaam main hona to aik dafa ki jeay to wo mistake hoti hai par humean ager aik he mistake ko forex main dobara ya bar bar repeat kerty hain to wo mistake nahe rheti hai to humean us ko control kerna cahhy ager control nahe krean gay to pher hum kabhe bhe apny capital bonus ko safe nahe ker pain gay jesa k lalauch her month bonus milay our us pay trade lalacuh k sath ki jeay to pher kabhe bhe us ko increase nahe ker pain gay humean apni mistake say siekhna chahay un ko repeat nahe kerna chahy.....
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Trading me mistake hona koi itni buri bat nai magr ghalti ka repeat hona ye bahot buri bat bhhi he aor nakam hony ki waja bi, jo traders ghaltion k repeat hony se bachty hen wo apni trades ko profitable banaty rehty hen
    • #3 Collapse

      app k baat bilkul theek hai our ager diekha jeay to hum her dafa jab bhe bara loss kerty hain ya account ko zero kerty hain to humeri aik he mistake hoti hai our wo humera sb say bara enemy hai greed js ki wja say loss hota hai hum kabhe bhe pro trader nahe ban sagty hain jab tak hum apna trading journal maintain nahe krean gay jes main loss our profit wali trades ko maintain nahe kren gy
      • #4 Collapse

        Forex trading main mistakes ka pata hi tab chalta hai jab hamain bahot zyada loss ho chuka hota hai tou koshish kerni chahiay ky jab bhi loss ho tou mistakes ko identify kerain aur same mistake ko mind main rakh ker trading kerain ky dobara same mistake repeat na ho ky loss sy bacha ja saky
        • #5 Collapse

          Dear friends dorane trading mistakes hoti rahti hain likan ye nai hota k ap say koei galti hoei hai to ap galti ko kawar karne ki bajaye koei nai galti kar din to ye acha kam nai hota k dobara ap galti karte rahin
          • #6 Collapse

            traders ko mistakes par control hasil karna chaye, agar mistakes ham se control nahi hon gi to ham es business ko na to kabi learn kar sakty hey aur na hi hamy acha profit hony ki umeed rakni chaye,

            jo be ham trading me mistakes kar lety hey agar ham esi mistakes ko yaad raka karen to mery khayal me mistakes ko asani se control kia ja sakta hay.
            • #7 Collapse

              yes of course my Forex trading me loss hota hai ameon se bachna chahiye Kyunki aap ko pata hona chahiye Forex trading a Kasam business Jisko main aapko loss ho sakta hai aap mistakes B repeat kar sakte hain lekin agar aap ka stop loss limit Laga hoga aapko Forex trading learning Ka Pata hoga toh aap kabhi bhi Mar nahi khayenge aapkoitni jaldi Apne Dono se account se Los nahi hone wala aur aap apna instaforex ka bonus account long term ke liye survive Rakh Sakenge
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Brother aap theek kaha rahay hain jab be kohi kohi kam kartay hain tu us main galti ho sakti hay lakan aak galti ko bar bar nahi dorana chahay trade kartay waqat ba hum sa aksar galti ho jati hay lakan us galti ko control karna chaya na k us ko dobara dorana chaya

                اب آن لائن

                Working...
                X