Kesi trade ko hold raknay ka koi time limits hota hai ya nahe
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kesi trade ko hold raknay ka koi time limits hota hai ya nahe
    Kesi be trade ko hold rakne ka koi time limit nahe hota ap os waqt taak trade ko hold rak sakte ho jis waqt taak apke account mai balance mojood hoga yane jab taak apka account wash nahe hoga agar loss es had taak chale jae k account wash hojae taab trade automatically closed hojaega
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    nahe bhae ap k pass ager account main acha capital bonus hai to pher app chahain to aik trade ko maheno old rakh sagty hain koi time limt nahe hai ager .10 ki trade lgai hai our currency trading ker rahy hain to pher us k leay koi limit nahe hia jab tak app ka account loss main hold kerey ga ap ki trade open rahy ge
    • #3 Collapse

      Nahi Ye aapki marzi hoti hai aap Jitna time chahte hain aap apne trade ko open kar sakte hain aur maximum aap one month Apne trade ko open kar sakte hain Yeh bahut jyada time hai aur long term trading karne ke liye bahut time hai one month ka aur aap ki Marzi Hoti Hai Aapse Pehle Bhi Apne order ko close kar sakte hain aur aap Jab munasib aap apne open and close kar sakte hain Forex trading Main koi hota aapke open karne par or order karne car aur instaforex main Rul hai ke aap 5 minute se pehle Apne order ko close nahi kar sakte iski reason Yeh Hai instaforex Mein scalping allow nahi hai
      • #4 Collapse

        Trade hold krna ap ki apni well and wish pe he, aor iska daro madar ap k account balance pe hota he, q k agar markete reverse move krti jay to deffinently balance zaya hota jay , agar markete k fever me aany tk apka balance khatm nai hota to us waqt tk ap holding kr sakty hen.
        • #5 Collapse

          Bhai kis bhi trade ko hold rakhny ki koi time limit nehi hai jab tak apki tp ya sl hit nehi ker jata apki trade continue rehti ha ya phir agarapka balance khatam ho jaey tou apki trade close ho jati hai otherwise apki trade us waqat tak continue rehti hai jab tak ap khud closena ker dain
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            g han bilkul agar hamy kesi trade me profit howa hay ya loss howa hay to us ko close karny ki limit honi chaye kesi point par us ko close kar dena zarori hay,

            ham kesi trade ko zeyda der tak hold nahi rak sakty hey, agar loss howa hay kesi trade me to ye be mumken hay key aur be zeyda loss ho jaye esi waja se se trade ko close kar dena best hay.

            اب آن لائن

            Working...
            X