Forex main na kami per pershan hony ki bajay try try again wala formula use karen?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main na kami per pershan hony ki bajay try try again wala formula use karen?
    Forex main aksar log na kam hony per bagh jate hein aur dobara isy karny ki koshsh nai karte jis se un ka miyar up nai ho pata .Bar bar koshsh se manzal mil hi jati hai bashrt e keh himat aur hosla ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear aap jab be kohi bussniss start kartay hain tu start main aksar aap ko nakami ka samna karna pharta hay tu iss ka matlab ya nahi hay k aap bussniss karna he chore dana issi tarha instaforex main trade aak bhot mushkal bussniss hay lakan agre lose ho jay hay hum ko instaforex nahi chorni chaya bulkay profit ki koshah karni chaya
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Saabjee پيغام ديکھيے
      Forex main aksar log na kam hony per bagh jate hein aur dobara isy karny ki koshsh nai karte jis se un ka miyar up nai ho pata .Bar bar koshsh se manzal mil hi jati hai bashrt e keh himat aur hosla ho
      Hamain jab trading krty hoy loss ho jai to hamain chaye k tension na lain blky apni mistake ko daikhain or phr next trade main try krain k dobara aisi mistake na ho
      FRD 07 TRADING JOURNAL
      • #4 Collapse

        forex nhe kisi b field men yahi rule use hota he sucess k lye shyd hi koi karobar esa ho jo first time men kamyab ho jy.to himmat nhe harni chahye zyada mehna karen gy to kamyabi hasil ho gi.
        • #5 Collapse

          Ham jesy ky bonus per trade kerrehy hoty han tou hamain bilkul bhi account wash hony per preshan nehi hona caiay agr aik month main sara bonus wash bhi ho jata hi tou next mont phir aa jaey g so next month zyada bonus hsil kery ky liay koshish kerni chahiay taky trade kerny main asani ho
          • #6 Collapse

            Dear friends forex mein kami par parshan nai ho chahy balk dobara kosh karni forex trading mein rizk gain as le sabar o tahmal k sath trading karni chahy
            • #7 Collapse

              g han bilkul forex business me loss aur nakmai ko business ka part samaj kar apni mistakes ko point note kar lena chaye aur try try agian formula key teht trading business ko continue rakna chaye,

              es business me profit be zeyda kamaya ja sakta hay magar loss ko mind me rak kar aur risk ko kam kar key jo traders trading karty hey esy traders ko loss be nahi hota hay aur profit be zeyda hota hay.
              • #8 Collapse

                forex trdaing main kmayb hony k liye yahi formula apply karna behtr hota hai es k ilwa r koi hal hmari trdaing ko best nahi kar skat hai es liye hmain chahye k hum jub bhi forex main loss karty hain tu hmain himat nahi harni chahye qk himat harny se hum kbhi bhi kmayb nahi ho skty hain forex main bar bar koshish se ap achy trdaor ban skty hain
                • #9 Collapse

                  gg bilkual ap thek khy rahy hny jo bhe kam ho is mn agar ap ko koi noqsnan ho tu is mn humeny is nhn chorna chaya balk is pora karney .,or ap sy maswara hy k ap sb is agar loss mn hy tu is mn tenshion na len bilk hum is pr kam karty rahny tu hum apni manzil tk lzmi ponch janey gy ap sb koi humat na hurey is mn chayhe jo bhe ho
                  • #10 Collapse

                    Forex trading mein sab se main reason loss ki greediness hi hai mere khial se jab hum forex trading mein ziada profit earn kernay k chaker mein high lot size se trading kertay hain tu then hi hamein forex trading se loss hona start hi jata hai. Aur money management rules ko follow na kerna hi forex trading mein loss ki reason hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex main na kami per pershan hony ki bajay try try again wala formula use karen

                      forex mai hum jab kam karty howe koi galti kar dety ya market ky kise rule ko ignore kar dety hain to hamy loss ho jata hain lakin loss ky bad hamy zada thence nahi hona chahey hamy next time apbne galtiyo py gur kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum loss sy bahc ky kamyabe hasial kar ly gy forex aik real business hain
                      ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex main na kami per pershan hony ki bajay try try again wala formula use karen

                        forex mai nakami ky bad hamy thence nahi hona chahey hamy bary bary mumalik sahmil hain agar hum is mai andazy laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga or is mai market ka koi qasur nahi hota forex aik world wide business hain yai kabe be band na hony wala business hain is mai usa or china jasy bary bary mumalik involve hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex main na kami per pershan hony ki bajay try try again wala formula use karen

                          dear bohut he zaberdast post share ki hai ap nay forex main hamain chaheay k hard work regular karty rhin aik din hmain success zror milti hai main forex main 4 sal lgatar loss jheela ha mger main nay himmat nahi hari aur aj main forex main achi earning kar rhaa hun aur apni life main khob enjoy kar raha hun.
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex main na kami per pershan hony ki bajay try try again wala formula use karen

                            Forex trading kerna boht mushkil kam hay un logo kay liye jo jazbati hotay hain aur jald har maan jatay hain. forex lagatar lagay rehnay ka nam hay chahye profit ho ya loss trader ko trading kerni hay. tab hi ja kay aik level aisa ata hay kay trader ko market ki samag ana shoro ho jati hay. is liye forex main pareshan na hon aur try try again wala formula kertay rahen jab tak kamyabi nahi milti.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex main na kami per pershan hony ki bajay try try again wala formula use karen

                              forex mai jab kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jata hain is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hamy loss ky bad thence nahi hona chahey hamy saber karna chahey hamy apne mistakes ko avoid kar ky kam karna chahey

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X