Koi bhi position open kartay waqt kin baton ka khyal rakhna chahie
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Koi bhi position open kartay waqt kin baton ka khyal rakhna chahie
    Main tamam members se request karon ga ke aap apne apne comments main 5 points main bayan karain ke agar ham forex trading ki koi position open karna chahtay hon tu kin kin baton ka khyal rakhna chahie. mere 5 points ye hain.
    1. Market ka achi tara se jaiza liya jaey.
    2. Currency pair ki upcoming news ki study karni chahie.
    3. Stop loss lagain.
    4. Take profit lagain.
    5. Trend ko follow karain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G ha dear ye to ap ne bahot hi achi baat ki hai k agar hum koi bhi trade lagaty hai to ais mai hum ko ye sari cheazy phly dekhni chaye ais se hum ko trade lagany k baad tension ni hoti agar hum ais market mai trade lagany k baad sochty hai to hum ko tab tension hoti hai ais se ye hai k hum ko agar market mai trade trend k khilaf lagi ho to hum ko tension ho jati hai.
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: nhk پيغام ديکھيے
      Main tamam members se request karon ga ke aap apne apne comments main 5 points main bayan karain ke agar ham forex trading ki koi position open karna chahtay hon tu kin kin baton ka khyal rakhna chahie. mere 5 points ye hain.
      1. Market ka achi tara se jaiza liya jaey.
      2. Currency pair ki upcoming news ki study karni chahie.
      3. Stop loss lagain.
      4. Take profit lagain.
      5. Trend ko follow karain.
      jab bhi hum forex trading market main trade krna chahain to hamain market sy related news ko daikhna chaye is k elawas hamain market main mojood indicators ko watch krnay chaye or phr analysis kr k trade krni chaye
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: nhk پيغام ديکھيے
        Main tamam members se request karon ga ke aap apne apne comments main 5 points main bayan karain ke agar ham forex trading ki koi position open karna chahtay hon tu kin kin baton ka khyal rakhna chahie. mere 5 points ye hain.
        1. Market ka achi tara se jaiza liya jaey.
        2. Currency pair ki upcoming news ki study karni chahie.
        3. Stop loss lagain.
        4. Take profit lagain.
        5. Trend ko follow karain.
        bhai mai aap ki baat se agriculture Hoon ke hame koi dikkat open karne se pahle .arket ko achi Tarah judg kar dena chahiye aur taie profit zaroor lagana chahye chahy aap stop loss lagain ya na lagain
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: nhk پيغام ديکھيے
          Main tamam members se request karon ga ke aap apne apne comments main 5 points main bayan karain ke agar ham forex trading ki koi position open karna chahtay hon tu kin kin baton ka khyal rakhna chahie. mere 5 points ye hain.
          1. Market ka achi tara se jaiza liya jaey.
          2. Currency pair ki upcoming news ki study karni chahie.
          3. Stop loss lagain.
          4. Take profit lagain.
          5. Trend ko follow karain.
          Jab ham market main enter ho kr kisi position sy trade lganay lgain to hamain chaye k ham market k trend ko watch kraon or market ki news ko bhi lazmi daikhain or market sy related experts k analysis ko bhi daikhain is sy hamain trading krny main faida hoga
          FRD 07 TRADING JOURNAL
          • #6 Collapse

            G han ye sab baatin agar market ma enter hoty wakt zehan main hon ge to zaroor ham logon ko us ka benefit mily ga aur ham 1 target ko ly kar market ma enter ho rahy hon gy. To ye cheezin agar follow ke jaain to zayda behtar rehta ha aur achy results milty hain.
            • #7 Collapse

              g dear hm koi trade lagaty hai to ais mai hum ko ye sari cheazy phly dekhni chaye ais se hum ko trade lagany k baad tension ni hoti
              • #8 Collapse

                Forex trading main aap apne order ko open karte waqt bahut Saari Baaton ka khayal rakhna hota hai jis mein sabse Pehle Apne market ke friend ka khayal rakhna hai ki market mein kaun sa train hai trend Maloom hone ke baad aapne apni position kaun si jagah open karni hai woh. Aapne decide karna hai aur uske baad aapne Apna order minimum kitne profit main close karna hai aur Kitna loss Bardaasht karna hai yeh baat bhi aapne decide kerni hai aur aapne Apne stop loss kitne Rakhna Hai Yeh Sab Baatein Apne khayal rakhna hoti hai
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  g bhai ap ny jo pont hmary sath share kiye hain wo sahi hai or main apki bat se haree hun forex trdaing main hum en points k sath aghr trdaing karty hain tu hum achi trdaing kar skty hain es liye hmain market ki news ko follow karna chahye trdaing main tsp loss or take profit bhi lazmi lagna chahye or hmaisha trend ko follow kar k trdaing karni hain en sub batonm ka kahtyal rakhna chahye

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X