Lot size

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Lot size
    trader ko sub say zada jis cheez say trading main madad mil saqti hai ye hai lot size ki planning.
    Bhai humy koi b order ho is main lot size ko apny balance ki calculation krny kay bad is main order ko open krain.
    mesal kay tor pay agar ap kay account main 200$ hain to is main ap ko 10 say multiply krna hai to is surat main humy 2000 milta hai answer to is ko 100000 pay divide kr dain.
    200$ X 10 = 2000
    2000 / 100000 = 0.02$
    dosto ap nay 200$ balance pay 0.02 lot size say trading krni hai jis say ap ko trading say profit milna paki baat hai
    I LOVE PAK FORUM
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G dear ye to ap ne bahot hi achi baat share ki hai agar hum 200$ par .02 ki lot lagaty hai to hum ko ais mai kabi bhi ye ni ho ga k loss ho ga agar hum ais market mai long term chalna chaty hai to ye apna rule bana lena chaye k hum ais mai lot choti use kry aor ais mai tp aor sl laga k hi kaam kary.
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: fish777 پيغام ديکھيے
      trader ko sub say zada jis cheez say trading main madad mil saqti hai ye hai lot size ki planning.
      Bhai humy koi b order ho is main lot size ko apny balance ki calculation krny kay bad is main order ko open krain.
      mesal kay tor pay agar ap kay account main 200$ hain to is main ap ko 10 say multiply krna hai to is surat main humy 2000 milta hai answer to is ko 100000 pay divide kr dain.
      200$ X 10 = 2000
      2000 / 100000 = 0.02$
      dosto ap nay 200$ balance pay 0.02 lot size say trading krni hai jis say ap ko trading say profit milna paki baat hai
      bhai mere Khyal Se Ye confirm nahi hai ke aapko confirm profit Hi Ho Kyunki market ke friend ka pata nahi lagta hai aapne thik hai message na kiya ho toh aapko log bhi ho sakta hai Chahe aap ki lot size puchti Ho
      • #4 Collapse

        Dear ap ny bhot acha explan kiya hai money managment ko hm jitni kam lot lgay gy or apne bouns k mutabiq lgaye gy itna he hmara account save rahy ga .mery khayal mai agar hmary pass 100$ hai to lot size hmy 0.02 sy zauda nai rakhna chaye kun k es sy zayda lpt size ho ga tm hmara account washed hone k chancezauda ho gy.
        • #5 Collapse

          jab b hum order ko place karna chahty hain to is main kuch ayse chezain hoti hay jin ko humain follow karna hota hay jis say hum order ko succeefully place kar sakty hain is main lot size b aik chez hhay jis main hum is ko set karty hain jis say humain achi earning hasil ho saktai hay magr high risk ko avoid karna ho ga
          ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
          • #6 Collapse

            aslam o alikoum dear brother agr too aap ka capital zeada hai too us main aap lot size 0.05 say 0.50 tak lot size trade per laga sakty hain agr aap ke investment kam hai too aap ka lot size 0.01 ho chahaiy aur aap ko market kay mutabiq trade krni chahaiy
            • #7 Collapse

              G han lot size ki calculation ka knowledge traders ko hona chaye, lot size andazy se lagana hamari mistakes ho sakti hay
              Currencies pairs me agar ham big lot size agar laga be lety hey to hamy zeyada loss nahi ho sakta, magar yahi big lot size agar gold me ham use karen to big loss hony me zeyada time nahi lagy ga.
              • #8 Collapse

                mery kahayl sy aksar log beri lot size pr yaqeen kr ty hain wo trading is tarhan kr ty hain k ak achy point ka wait kr ty hain jasy he un ko ak achi entry nazar ati hai wo trade laga ty hain bari lot size ki or 10 ya 15 pips pr he profit utha k market sy nikal jaty hain jis sy un ko boht kam time main ak acha profit mila jata hai is sy app ki trade pahsa ti b nhi market main or app acha earn kr k nikal jaty ho market sy sari game experience ki hoti hai
                • #9 Collapse

                  jab hum is main trade karty hain to humain is main lot size ko set karna hota hay humain hard work kar kay achy say ana ho ga kun kay ziada lot ko set kar kay achy say ana ho ag is main ziada size rkhty hain to kafi risky ho sakta hay humain km size say trade karny humain acha profit ho sakta hay learning karna ho gi
                  • #10 Collapse

                    bhai apki calcultion sahi hai maghr ap ny jo calculation ki hai wo gol or oil ki calculatoon or lot size hai baki currency main hum kis trha lot set kar skty hain ap oska bhi thora guide kar dety ta k hmain aik he posts e baki pair ki lot size ko set kar saken ta k hmain es k bary main information hasil ho sakti baki ap ny jo calculation bnat hai wo bhi thek hai
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Lot size ka bohat ahem role hota hai forex trading me. new member ko hameaha kam se kam lot size pe trading kerni chahiey aur take profit aur loss ko set ker k trading kerni chahiey aur market analysis k mutabiq trade lagani chahiey.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X