forex trading mn kisi ko bhe blame na kre.?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex trading mn kisi ko bhe blame na kre.?
    forex trading krty hoy hamen ager loss hota hai tu hamen na tu broker ko blame krna chahy aor na he market ko blam krna chahy ya market trend ko blam ni krna chahy forex mn ap ko apna knowledge aor experience ko improve kren tah k ham kisi bhe chez ko blam ni krna chahy.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Ali Akbar khan پيغام ديکھيے
    forex trading krty hoy hamen ager loss hota hai tu hamen na tu broker ko blame krna chahy aor na he market ko blam krna chahy ya market trend ko blam ni krna chahy forex mn ap ko apna knowledge aor experience ko improve kren tah k ham kisi bhe chez ko blam ni krna chahy.
    bhai main aapke paas hai bilkul agri karta hoon Ke Jab Hum Mile Ho Tum Hum Kisi Ko Bhi Bula Na Kare Kyun Ke loss hone Mein sabse bada heart Hamara hota hai woh Aise ke hum market Kati se analysis nahi kar sakte this wajah se Hume dost ho jata hai agar aap log se batana Chahte Hain To aapko chahiye ke upmarket coke and dresses karna sikhe
    • #3 Collapse

      Assalam o alaikum dear forex members.
      Dear members g han agar ap forex trading main kam kr rahy hain to yeh har banday ki aik apni strategy hai aur agar mistake bhi har banda khud he krta ha aur blame bhi khud ko he kary is lia koi bhi blame k laiq ni siwaye ap k. Thanks for dear members and forex.
      • #4 Collapse

        Forex trading mein Hum Apne loss Kar Kisi Ko malum nahi de sakte Forex trading main loss hone ki reason Hamare Bad decision Hote Hain Jiski wajah se Humko loss hota hai Forex trading accha kaam karne ke liye zaroori hai ki aap apne aap ko relax Kare aur jaldi se kam nahi karna Forex trading Meher decision karne ke liye Aapko Pehle planning karne ki jarurat hoti hai Jab aap planning ke saath kaam karte hain toh aap Jyada acchi decision Le sakte hain aur Iss Tarah Se Forex trading Mein aap Jab acche decision Lenge Phir profit Milta Hai
        • #5 Collapse

          Dear friends, forex ek business ha and business main loss bi ho skta ha and profit bi mil skta ha..so agar ham loss ho to ksi ko blame ni katrna chaheay...bal k khud ki condition ko improve karna chaheay ta k future main loss se bacha ja sakay..
          • #6 Collapse

            Dear bro forex aik bahut hi highly risky buisness hy is main koi aisa trader ni jo 100% accurate ho aur us ko loss na hova ho forex main bady bady expert loss kha jaty hn aur un ka career khatam ho jata hy, sometime expert trader ka analys bh wrong nikalta hy market ki movement ka khush pta ni chalta
            • #7 Collapse

              Forex trading mein ham KisI ko blame ni kar sakty ku keh forex asa business hai Jo AP kisi pa depend ni karta ...forex es Lia hi payara business hai keh AP akaly Kar skty Han AP kisi ka muhtaj ni hoty..to agr loss ho jay to ham KisI ko blame ni Kar skty keh yeh KisI ki galti ho ge..
              • #8 Collapse

                humain is main loss hota hay to khud hi ki glti say hota hay agr humain success hasil karni hay to market ko smjh kar kay is ko learn kar kay kam karna ho ga kun kay ksis or ko blame karny say acha hay kayu hum market main acpni practice ko acah kar kay learning ko acha kar kay is main kam karain k loss km ho
                • #9 Collapse

                  han je agar hum sahe se forex trading ko sekhte he ni hai or phir jab humara loss hota hai to hum apnay dil ki tasalli k lia market ko ya broker ko ya phir trend ko ilzaaam dene lagte hain k hume loss huwa hai enki waja se jab k asa in real ni hota hai asal me hum khud he 1 kamzoor trader hote hain jo facts and figures ko zahen me ni rakhta hai or jiska analyse kafi kam hota hai jiski waja se hum loss uthate hain market se.
                  • #10 Collapse

                    blame krne ka bilkul bhi faida nahi yahan kismat nahi chalti balkay sahi strategy chalti hai
                    • #11 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Ali Akbar khan پيغام ديکھيے
                      forex trading krty hoy hamen ager loss hota hai tu hamen na tu broker ko blame krna chahy aor na he market ko blam krna chahy ya market trend ko blam ni krna chahy forex mn ap ko apna knowledge aor experience ko improve kren tah k ham kisi bhe chez ko blam ni krna chahy.
                      Salam Bhai g hm SB logo ko ager loss ho jae to hm ko kisi ko blame nhi krna chya kau loss kisi ki waja sy nhi hota
                      Removed by Moderator.
                      • #12 Collapse

                        GG bilkul ap thek khy rahy k yeh humera apna masla hy kaun k humney kahne pr bhe loss mn a jaye tu hum na he broker pr blaame na dy or na he market pr blk k yeh sb humera apna masla hy is lye is ko karney sy pehly khud ko train karney is k bad phr yeh kam karney kaun jb hum full train ho jayne gy tu is karney mn assani bhe ho gi or phr or loss bhe nhn aye ga .
                        • #13 Collapse

                          trading business me loss ka blame ham kesi par nahi laga sakty hey, ghalat trading key decisions se hi hamy loss ho jata hay es me market ya broker ki koi ghalti nahi ho sakti hay, trading account me loss traders ki ghlat trading aur ghalat time me market me entry se hi hota hay.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Yes baat theek hai agar hum ko trading me loss hota hai to is me broker ya Forex ki mistake nai hoti humari mistake hoti hai k hum ney theek se analysis nai kera or trading me mistakes keri jis waja se hum ko losses hue to hum apni wrong trading ka zinmeydar Forex ya Broker ko nai thera sakte hum ko khud se achi trading kerni hogi.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X