Demo se direct real account mushkil q ho jata hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Demo se direct real account mushkil q ho jata hai
    Friends aysa hota hai k hum demo se jab direct real account main kaam shuru karte hain to humen loss ka samna karna parta hai us ki main reason ye hoti hai k jab hum demo main kaam karte hain to hamare pass capital account hota hai is liye humen zayda trade ki tension nahin hoti hai jabke real main investment kam hoti hai aur trade soch smjh k karna parta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dem se Direct Reall account mushkil nahi hota bhai agar apne demo par practice ki he kam se kam 3 month ya 4 month to apke lye real account kuch bhe nahi he ap ko real account pe trade karna koi mushkil nahi lage ga leke agar ap demo ko 7 din ya 10 din trade ki or profit me aay to apne samjha ke ab ap real pe profit le saghte he but apko tajurba 7 ya 10 din ka ab real pe mushkil to hogi na bhai demo account ko kam se kam 3 month use kro or real samjh kar use kro bad me apko real par koi problem nahi aaye gi
    میں نے زندگی میں ایک ہی بات سیکھی ہے کہ
    انسان کو کوئی چیز نہیں ہرا سکتی جب تک
    وہ خود ہار نہ مان لے
    Posts Ache Lage to please Click Thanks
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Muddasar ahmed khan پيغام ديکھيے
      Friends aysa hota hai k hum demo se jab direct real account main kaam shuru karte hain to humen loss ka samna karna parta hai us ki main reason ye hoti hai k jab hum demo main kaam karte hain to hamare pass capital account hota hai is liye humen zayda trade ki tension nahin hoti hai jabke real main investment kam hoti hai aur trade soch smjh k karna parta hai
      Demo serial account isliye difficult Ho Jata Hai Kyun Ke demo account mein trading karte hue traders 2K Laga kar trade karte hain lekin real account Mein Hame trade karne ke liye analysis Karne padte hain
      FRD 07 TRADING JOURNAL
      • #4 Collapse

        Dear baat ya hay k demo sa real account main kam karna iss laya mushkal hota hay kyun k hum aak tu demo account main hum thora time prictice kartay hain aur jitna time demo account main kam kartay hain hum us ko samanj kar nahi kartay hain lakan jab hum real account main start kartay hain trade tu pher hum ko tension ho jati hay
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Muddasar ahmed khan پيغام ديکھيے
          Friends aysa hota hai k hum demo se jab direct real account main kaam shuru karte hain to humen loss ka samna karna parta hai us ki main reason ye hoti hai k jab hum demo main kaam karte hain to hamare pass capital account hota hai is liye humen zayda trade ki tension nahin hoti hai jabke real main investment kam hoti hai aur trade soch smjh k karna parta hai
          buy demo account Se Jab Hum real account main shift hote hain to real account mein Hamare Desh baad bhi Hamari traidng ke sath hamary jazbaat b shift Ho Jati Hai for real account mein hum Jazbaat se karne Dete Hain Jis wajah se nuksaan hota hai aur to see big reason Yeh hai Ke Hum real account mein laalach Karte Hain
          • #6 Collapse

            Dear friends, demo account se real account main mushkel tbi ho gi jb ap ne proper practice ni ki ho gi ya bht kam ho gi..agar demo account par kuch arsa tak proper practice ki jaey to real account main zara bi mushkel ni hogi aur na hi loss hoga.
            • #7 Collapse

              Salam dear friend zahr see bat hi k app direct real account ma kam shoro kary acha bat tu ya hai k ap pahly demo account par kam kary or demo account par practice kar practice k baghar agar ap real account ma kam kar tu lose hony ka khtarat zayda hojata hai. Make demo account first and practice more. After practice make real account the best for you it's very easy to start work first in demo account I like Forex real account
              • #8 Collapse

                G han ap ki bat bilkul theek hay hum demo account boht capital bana lete hay jab k humari real investment itni nai hoti aur demo accaunt par hum free hand ho kar trading karte hay aur caoital zada hine ki wajha se humay loss ka bhi itna pta nai chalta aur jab hum real account par bhi aese hi trading karte hay tou humay loss ka samna karna parta hay is liay main samjhti hun hunayvdemo account bhi boht bara bai banna cahiay balky apni investment k hisab se banna cahiay take hum real oar achi trade kar sake
                • #9 Collapse

                  Demo SA jub ham practice Kar ka real account mein aty Han to ham usko bhi demo account samjaty Han Jo ham BHT bari galti karty hn..demo account apju paractice ka Lia hota hai keh trading kasy karni hai aur apko pata chal jay market kasy uper nechy hoti rehti hai..to jub ham real account mein aty Han to ham ko fully constraint hona chahya keh real account hai
                  • #10 Collapse

                    humain agr trade main kam karna hay to agr sidha hum real account main kam karty hain or demo account ko touch b nai karty hain yani kay is main practice nai karty hain to is tara kam karny main kafi risk ho sakta hay humain market main kam karny say phly trade ko sikhna ho ga ta kay kam karna asan ho
                    • #11 Collapse

                      han bro ap sahe keh rhe hain me to ye advice karunga k new traders jo bhi practice start krte hain to wo minimum 100$ or maximum 200$ k demo account par practice karen q k es se unko ye faida hoga k account chota hoga to un ko loss ko samnay rakh kr trading krni hoge q k real account bhi chota he hota hai bara ni hota hai es lia hume chahe k hum chotay demo account se start karen.
                      • #12 Collapse

                        Demo account ki practice kesi new trader ko perfect bana sakti hay, proper demo account me etni practice karni chaye key real account me trading karny me hamy asani ho
                        Demo account me terminal tools ko asani se learn kia ja sakta hay aur trading strateies be demo account me learn ho sakty hey.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Muddasar ahmed khan پيغام ديکھيے
                          Friends aysa hota hai k hum demo se jab direct real account main kaam shuru karte hain to humen loss ka samna karna parta hai us ki main reason ye hoti hai k jab hum demo main kaam karte hain to hamare pass capital account hota hai is liye humen zayda trade ki tension nahin hoti hai jabke real main investment kam hoti hai aur trade soch smjh k karna parta hai
                          Salam Bhai q ky jb hm log demo account istmal krty ha ou wAqt hm logo ko loss ka dar nhi hota laken jb hm real account istmal krty ha us wAqt loss ka dar hota ha or tension bi hoti ha jis wja sy real account Zara sa muskil ha
                          Removed by Moderator.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X