Loss ko kaise minimize kya jaye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ko kaise minimize kya jaye
    Dear brother loss kay chances ko minimize karnay kay lye hamesha stop loss lagaya karain aur agar loss ho jaye tou panic create na kya karain aur overtrading na karain iss se loss mazeed barhay ga uss waqt aap tradeing stop karain aur relax karain aur new strategy kay sath kuch aaraam kay baad trade lagain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear agar aap apne loss ko minimise karna chahte hain to aap ko apni instaforex bonus account ke upar lot size small Rakhna hoga Agar aapka lot size samaghogha to aap ke upar psychological factors greed and fear Kisi Ki Shaam Ka Asar nahi Daalenge aur aap Jab trading Karenge Tu Kafi acche tarike se aap ki earning Hogi aur aap kab profit achha ho jayega means to say ke aapka bonus account monthly ratio ke hisab se daily grow Karta rahega aur aap ko Kafi accha bonus profit Mil Jayega
    • #3 Collapse

      Bilkul ap ke bat sahe hy hamen loss ko minimize karny and account ko wash hony sy bachany k liue sl ka istamal zaroor karna chaye and us k alawa lot size kam kam sy kam rahen ta k loss kam ho and account b wash na ho
      • #4 Collapse

        Dear brother loss ko minimize karnay kay lye bhi aik hikmat e amli apnanai chahyea kyun kay yeh bhi trading ka aik hisa hai aur apni planning aur strategy mein iss ko shamil karna chahyea aur agar hum aisa nahin kartay tou hum khud loss ko dawat detay hain
        • #5 Collapse

          Dear frend loss ko manimize karne ka sirf aik he tareqa hai k stop loss usekiya jaye mary sath hamesha aisa hota hai k mai stoploss use nai karti or jab b mai gold ki treading karti houn to hamesha mera account washed ho jata hai or thory k lalach mai mera sara boun hr ur jata hai es liye mari sab ko advice hai k stop loss lazmi use kary.
          • #6 Collapse

            Loss agarche aik integral part hai forex trading ka aur koi bhi loss se bach nahi sakta lekin ehem masla yeh hai ke aap net main kasay ja rahay hain yeni agar aap ko overall profit ho raha hai tu is ka matlab hai ke aap kamyab hain aur agar overall loss main hain tu is ka matlab hai ke aap ko mazeed mehnat karnay ki zrurat hai.
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
              Dear brother loss kay chances ko minimize karnay kay lye hamesha stop loss lagaya karain aur agar loss ho jaye tou panic create na kya karain aur overtrading na karain iss se loss mazeed barhay ga uss waqt aap tradeing stop karain aur relax karain aur new strategy kay sath kuch aaraam kay baad trade lagain
              Agar Hum Apne dost ko minimise karna chahte hain to uske liye zaroori hai ke hum laalach karna Chod De Kyunki Jab Hum Jyada profit ki lalaj Karenge toh Hame Jada loss hoga
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • #8 Collapse

                Brothers, loss ko minize karnay k lea lazmi ha k ap market ko achi tarah analyse kar k hi trade lagaen and stop loss lazmi use karain ta k ap ka account wash na ho..agar ap ki trade loss main ja re ha to trade stop kar dain and new signal milnay pa dubara trade lagaen...
                • #9 Collapse

                  G haan app ki baat theek hy kur yaahi wja hy k jab humean loss hota hy to hum under pressure aa jaty hain oir us loss ko pher hum aik hour k andar recover kerny ki koshsh kerty hain jes ki wja say humean mazeed loss ka samna kerna parta hy our yahan tk k humera account wash ho jata hy to patients ko kabhe bhe apny hath say mat chorain
                  • #10 Collapse

                    G han ap ki bat bilkul theek hay hunay agar loss ho bhi jaye tou humay kisi kisam ki koi mazid galti kar k loss ko barhany ki bajae apni lot closs kar deni cahiay ya stop loss ka istmal lazmi karna cahiay aur apny loss ko civer karna cahiay
                    • #11 Collapse

                      G han aapne acha mashwara diya. Loss ko kam se kam rakhnay ka tareeka ye he hay k apny andazy k mutabik jis point par Stop loss banta ha us par laga den aur phir us ko na cherin. Agar stop hit ho bhe gaya to aapko idea ho ga k aap kay account k mutabik he hit hua ha.
                      • #12 Collapse

                        loss ko km karna hay to is kay liye hhumain trade main ful focus say kam karna ho ga ta kay trade ko understand kar kay kam kia ja sakay is main ziada learning karty hain to hi kuch earning kama sakty hain magr loss ko km karny kayliye hum low risk main trade karty hain to is say loss hota hay to km hota hay
                        • #13 Collapse

                          Loss ko minimize krnay k leay sb say pehlai bat to yeh ha k bahut bri lot na lgaen apnay capital ko daikh k us hisab say trade lgaen. Agr aik trade hum nay lgai ha aur wo loss main chali gae to kam kaz kam aik week wait krna chaeay kafi chances hotay hain market k up down honay k aur tp hit honay k so usi time dosri trade open krna thek na. Aur dosri bat meray khayal main yeh k k jb tak koi strong signal na milay buy ya sell ka trade na krain varna bahut loss ho skta ha.
                          • #14 Collapse

                            aslam o alikoum dear aap nay teak kaha hai kay agr aap ko loss ho rha hai too aap parish na hon aur us loss ko kam krnay kay laiy aur trading bhi na krain agr aap nay mazeed trade krni bhi hai too aap lot size chota rhakhain aur agr ho sakta ho too demo say practical krty rhain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Point to be noted dear stop loss always use stop loss ka karain agar aap loss se bachna chahte ho to and take profit jab aap main basic feature ka use krogey to aapko low risk hoga loss hoga and main reason ye bhi ho sakta hai ke aap ne market sahi tarha se parkha nhi hoga and ek genuine ya proper strategy of goal set nahi ki hogi to wo bhi aapko loss mein leke jaa sakta hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X